Y Popey.che.tame Y
tamam umr uske khayal mein guzri......
mera khayal jise umr bhar nahin aaya...!!!
Y Popey.che.tame Y
Na Karun Yaad Usy Tu Ulajh Jaata hUn Apni Hi SansoN se....
Samjh Mein NHi Ata K ZindaGi Sanson Se hy Ya Us kI Yaadon Se????
Y Popey.che.tame Y
Dil Mai Hai Jo Dard Wo Dard Kisse Bataein,
Haste Hue Ye Zakhm Kise Dikhayen,
Kehti Hai Ye Duniya Hume Khush Naseeb,
Magar Is Naseeb Ki Dastaan Kise Batein…..
Y Popey.che.tame Y
main kya karoon jo mera khuda..
mujhse bewafai kar gaya ..
ab tak woh pathar tha bilkool
na jaane kyon ab woh bhi insaan sa badal gaya
Y Popey.che.tame Y
Koi Ummeed Bar Nahin Aati
Koi Soorat Nazar Nahin Aati
Maut Ka Ek Din aani Hai
Need Kyon Raat Bhar Nahin Aati
Aage Aati Thi Hale Dil Pe Hansi
Ab Kisi Baat Par Nahin Aati
Hai Kuchh Aisi Hi Baat
Jo Chup Hoon, Varna Kya Baat Kar Nahin Aati
Kyon Na Cheehkoon Ki Yaad Karte Hain
Meri Awaaz Gar Nahin Aati
Marte Hain Aarzoo Me Marne Ki
Maut Aati Hai Par Nahin Aati
Y Popey.che.tame Y
Kis kadar tujhko chaha, kabhi gaur to kar
itne to hum apne bhi talabgaar nahi
hum to wo khudgarz hain, jise khud se bhi pyar nahi
Y Popey.che.tame Y
Wo ek chehra hum har kahi talash karte hai
zinda to hai magar zindagi talash karte hai
kyun bhool jate hai mujhe sab log
hum khud mey wo kami talaash karte hai...
Y Popey.che.tame Y
Kisi ke ishk mein hum ne ajeeb kaam kiya …..
Ki khud hi khud ko mitaane ka intzaam kiya.
Y Popey.che.tame Y
Na Jaane Kyon Hume Aansoo Bahana Nahi Aata
Na Jaane Kyon Hume Haale Dil Sunana Nahi Ata
Kyon Sabhi Bichad Jaate Hain Hamesha Humse
Shayad Hume Hi Saath Nibhana Nahi Aata
Y Popey.che.tame Y
Dil pe kya guzri wo anjaan kya jane
pyar kise kehte hai wo nadan kya jane
hawa ke saath Udd gya ghar is parinde ka
kaisa bana tha Ghosla wo tufaan kya jane..!!!!!!
Y Popey.che.tame Y
Aakar dekh mere dil me kabhi moka jo mile .............
Kitni fursat se bikhera hai tune aashiyana mera !
Y Popey.che.tame Y
Pyaar karke koi Jataye ye zaruri to nahi
Yad karke koi bataye ye zaruri to nahi
Rone wale to dil me hi ro lete hai
Ankh me ansu aaye ye zaruri to nahi
Y Popey.che.tame Y
Taras Gaye, Thodi si Wafa K Liye.,
Kisi Se Pyar Na Krenge Khuda K Liye.
Jab B Lagti H Ishq Ki Adalat,
Jane Kyu Hm Hi Chune Jate H, Sza K Liye..
"Ibadat rab ki aur soorat yaar ki ho,
sajda rab ka aur rasam pyar ki ho,
ashiqo ke mahzab ka kaya kahna,
zikar rab ka aur baat yaar ki ho"
Y Popey.che.tame Y
Rasmo riwazo ki jo parwah kar te hai,
Mohabbat me vo log gunah kar te hai,
ishq to vo junun hai meri jaan,
Jisme diwane apni khushi se khud ko tabaah kar te hai.
Y Popey.che.tame Y
SaanSo ke Silsily Ko Na do Zindagi ka naaM ........
jeeney K bawajud Bhi Mar Jaate hain Kuch log...!!!
Y Popey.che.tame Y
Wo khafa hain hum se to khafa he rehney do
Humko unka gunahgaar he rehney do
Wo samjhtey hen k hum ne chor diya unko
Baat to jhoot hai magr sach he rehney do
Muddatoan mangi hain KHUDA se khushyan unki
Jo aata hai ilzam hum pe to ilzam he rehney do
Unki shart hai k main bewafa banu
Agar khushi miley unko to mujhy bewafa hi rehney do
Aaeyga wqt to dikhaaeingy tumko apna zakham....
Abhi khamosh hen humko bs khamosh he rehney do
Y Popey.che.tame Y
Dekha palat ke usne ki hasrat use bhi thi,
hum jis par mit gaye the muhabat use bhi thi,
chup hogaya tha dekh kar wo bhi idhar udhar,
duniya se meri tarha shikayat use bhi thi,
yeh soch kar andhere galy se laga liye,
raatun ko jagane ki adat usay bhi thi,
woh ro diya tha mujh ko pareshan dekh kar,
us din khula k meri zarorat use bhi thi,
in patharon k sath nibhani pari usay,
jin se faqat mujhe nahe nafrat usay bhi thi..
Y Popey.che.tame Y
wo jisay samjtha tha zindage!!!!
Meri dharkano'n ka fareb tha
mujay muskurana sikha ke
wo mere ''Rooh'' tak ko rolagaya.....
Y Popey.che.tame Y
Tere shehar ka ajeeb dastoor hogaya ...........
Jise bhi gale lagaya woh duur hogaya.
Y Popey.che.tame Y
Badi haseen thi zindagi jab na kisi se mohabbat na kisi se nafrat thi
zindagi me ek mod aisa aaya
Mohabbat ek se hui or nafrat saari dunia se
Y Popey.che.tame Y
barbaad karne ke aur bhi raaste the ....
par naa jaane kyon unhe mohabbat ka hi khyaal kyon aaya ....
Y Popey.che.tame Y
Duuri Huyi To Unse Qareeb Aur Hum Huye..
Ye Kaise Faasle The Jo Badhne Se Kam Huye
Y Popey.che.tame Y
wo subha thi guzar gai, mein sham tha dhal gaya ..
Wo nazar thi jhuk gai, mein tehreer tha mit gya,
Wo shama thi pighal gai, Mein dard tha seh gaya
wo chand thi chup gai, mein badal tha baras gya
wo tofan thi guzar gai, mein Gulshan tha bikhar gya
wo rooh thi nikal gai mein jism tha khak ban gya,
Wo khusbo thi ur gai meinphool tha murjha gya
bus wo sub kuch thi chali gai main tanha tha tanha reh gya..........
Y Popey.che.tame Y
Zindgi jeene ko ek khwab milta hai,
Yaha har sawal ka jhutha jawab milta hai,
Kise samjhe yaar aur kise dushman,
Yaha har chehre pe ek nakab milta hai..
Y Popey.che.tame Y
Kaise Kahe Ki Zindgi Kya Deti Hai,
Har Kadam Pe Ye Daga Deti He.
Jinki Jaan Se Bhi Jyaada Kimat Ho Dil Me.
Unhi Se Door Rehne Ki Saja Deti He.!!
Y Popey.che.tame Y
Wo Mujh Ko Bhool Betha Hai Nahin Hairat Hui Sun Kar
Wo Apni Aam Si Cheezain Aksar Bhool Jata Hai............"
Y Popey.che.tame Y
Fakat tum say mohabbat hi to ki thi
yeh itna ghum kahan say aa gaya hai ?!?!"
Y Popey.che.tame Y
Uss Kii Jafaaoo'n Ney Ek Tehzzzeeb Sikhhaa Di Hai.....
Main Rootey Hue Soo Jaata Hon Par Shikwaa Nahin Karta..."
Y Popey.che.tame Y
Uss Nay Ajeeb Intiqaam Liya
Meri Neendon Se Dosti Kar Key..."
Y Popey.che.tame Y
Uski Ankhon My Nazar Aata Hai Saara Jahan Mujh Ko .............
Afsos K Un Ankhon My Kabhi Khud Ko Nahi Dekha.......!!!!!
Y Popey.che.tame Y
Use apne se dur krna chaha to ks qadar door kiya
Wo shaks meri dil se nikal kar meri rooh mei ja basa..
Y Popey.che.tame Y
Aaj phir mausam num meri aankhon ki tarha...
Shayed kahin badalon ka bhi kisi ne dil toda hoga
Y Popey.che.tame Y
"Hain dafan mujh main meri kitani ronaqen mat pooch,
ujad ujad k jo basta raha wo shaks hoon main...."
Y Popey.che.tame Y
Na Karun Yaad Usy Tu Ulajh Jaata hUn Apni Hi SansoN se....
Samjh Mein NHi Ata K ZindaGi Sanson Se hy Ya Us kI Yaadon Se????
Dil Mai Hai Jo Dard Wo Dard Kisse Bataein,
Haste Hue Ye Zakhm Kise Dikhayen,
Kehti Hai Ye Duniya Hume Khush Naseeb,
Magar Is Naseeb Ki Dastaan Kise Batein…..
mujhse bewafai kar
ab tak woh pathar tha bilkool
na jaane kyon ab woh bhi insaan sa badal
Koi Soorat Nazar Nahin Aati
Maut Ka Ek Din aani Hai
Need Kyon Raat Bhar Nahin Aati
Aage Aati Thi Hale Dil Pe Hansi
Ab
Hai Kuchh Aisi Hi Baat
Jo Chup Hoon,
Kyon Na Cheehkoon Ki Yaad Karte Hain
Meri Awaaz Gar Nahin Aati
Marte Hain Aarzoo Me
Maut Aati Hai Par Nahin Aati
itne to hum apne bhi talabgaar nahi
hum to wo khudgarz hain, jise khud se bhi pyar nahi
zinda to hai magar zindagi talash karte hai
kyun bhool jate hai mujhe sab log
hum khud mey wo kami talaash karte hai...
Na Jaane Kyon Hume Haale Dil Sunana Nahi Ata
Kyon Sabhi Bichad Jaate Hain Hamesha Humse
Shayad Hume Hi Saath Nibhana Nahi Aata
pyar kise kehte hai wo nadan kya jane
hawa ke saath Udd gya ghar is parinde ka
kaisa bana tha Ghosla wo tufaan kya jane..!!!!!!
Kitni fursat se bikhera hai tune aashiyana mera !
Yad karke koi bataye ye zaruri to nahi
Rone wale to dil me hi ro lete hai
Ankh me ansu aaye ye zaruri to nahi
Y Popey.che.tame Y
Taras Gaye, Thodi si Wafa K Liye.,
Kisi Se Pyar Na Krenge Khuda K Liye.
Jab B Lagti H Ishq Ki Adalat,
Jane Kyu Hm Hi Chune Jate H, Sza K Liye..
Jab B Lagti H Ishq Ki Adalat,
Jane Kyu Hm Hi Chune Jate H, Sza K Liye..
sajda rab ka aur rasam pyar ki ho,
ashiqo ke mahzab ka kaya kahna,
zikar rab ka aur baat yaar ki ho"
Mohabbat me vo log gunah kar te hai,
ishq to vo junun hai meri jaan,
Jisme diwane apni khushi se khud ko tabaah kar te hai.
Humko unka gunahgaar he rehney do
Wo samjhtey hen k hum ne chor diya unko
Baat to jhoot hai magr sach he rehney do
Muddatoan mangi hain KHUDA se khushyan unki
Jo aata hai ilzam hum pe to ilzam he rehney do
Unki shart hai k main bewafa banu
Agar khushi miley unko to mujhy bewafa hi rehney do
Aaeyga wqt to dikhaaeingy tumko apna zakham....
Abhi khamosh hen humko bs khamosh he rehney do
hum jis par mit gaye the muhabat use bhi thi,
chup hogaya tha dekh kar wo bhi idhar udhar,
duniya se meri tarha shikayat use bhi thi,
yeh soch kar andhere galy se laga liye,
raatun ko jagane ki adat usay bhi thi,
woh ro diya tha mujh ko pareshan dekh kar,
us din khula k meri zarorat use bhi thi,
in patharon k sath nibhani pari usay,
jin se faqat mujhe nahe nafrat usay bhi thi..
mujay muskurana sikha ke
zindagi me ek mod aisa aaya
Mohabbat ek se hui or nafrat saari dunia se
Jinki Jaan Se Bhi Jyaada Kimat Ho
Wo Apni Aam Si Cheezain Aksar Bhool Jata Hai............"
yeh itna ghum kahan say aa
Uss Kii Jafaaoo'n Ney Ek Tehzzzeeb Sikhhaa Di Hai.....
Main Rootey Hue Soo Jaata Hon Par Shikwaa Nahin Karta..."
Meri Neendon Se Dosti Kar Key..."
Wo shaks meri dil se nikal kar meri rooh mei ja basa..
Shayed kahin badalon ka bhi kisi ne dil toda hoga
ujad ujad k jo basta raha wo shaks hoon main...."
No comments:
Post a Comment