Y Popey.che.tame Y
ek afsosh hain is zindagi main
kaash mil jate jo manga tha kabhi
na uth ta yaha dhua kabhi
jo tum hote abhi .....hum bhi jee le te
khamoshi ko pi lete ......par aaj hum tanha hain
barabd bhete teri yadon main
aaj fir tum yaad aae hoon barsaat ki bhigi raton ke saath
Y Popey.che.tame Y
Kabhi Kabhi Wo Mujhe itna Yad Aata Hai .............
Main Zidd Mein Aa Ke Usay Yaad Bhi Nahi Karta
Y Popey.che.tame Y
Kis ki Kya majal thi jo koi Hum ko kharid sakta..
Hum to khud hi Bik gaey kharidar dekh k"...
Y Popey.che.tame Y
Baha k aansoon mere wo kahte hain ..................
tumhari ankhon mein pani kitna haseen lagta hai.
Y Popey.che.tame Y
Meri mohbhat meri khata ban gai,
yeh dewangi meri saza ban gai,
unki masumiyat pr fida hue is tarha,
ke unhe pane ki tamanna hi zindgi ki saza ban gai..
Y Popey.che.tame Y
Shikwa kisi ki na fariyaad kisi ki,
honi thi yunhi zindagi barbaad kisi ki,
ehsaas mita, kasak miti,mit gayi ummid,
sab mit gaye par na miti yaad kisi ki.....
Y Popey.che.tame Y
Kya gham hai kya khushi hai maalum nahi,
woh apna hai ya ajnabi hai maalum nahi,
jiske begair ek pal bhi nahi guzarta,
kaise guzregi yeh zindagi maalum nahi.....
Y Popey.che.tame Y
Aur to kuchh bhi nahi pass nishani teri.................
dekhta rehta hoo tasveer purani teri !!!!!!!!
Y Popey.che.tame Y
Tujh ko panay ki is liye zid nahi karta,
Ki phir tujh ko khone ko dil nahi karta.
Dil ki baat isliye nhi batata
Ki phr apna dil dukhanay ko dil nhi krta..........
Tu milta hai to isliye nazrein nahi utthata,
K phr nazrien jhukanay ko dil nhi krta,
Khawabon mein tujh ko isliye nhi sajaataa
K phr jagnay ko dil nhi krta.......
Y Popey.che.tame Y
Khushk Honto Pe Hi Hoti Hain Meethi Batein.....
Pyaas Bujh Jaye to Lehje Badal Jatay Hain..
Y Popey.che.tame Y
Is dill ki berukhi ki wajah humse puchiye ...........
mohabbat me mil rahi saza humse puchiye ....
kyu ho udaas tum gam ki talaash mein
gam ki hr gali ka pata humse puchiye...
Y Popey.che.tame Y
Kitna lutf daita hai us jaga tanha beth k rona ”
Jahan roz wo mere saansoon se bhe ziyada qareeb hoti thi…..
Y Popey.che.tame Y
Tum Mohabbat bhi Maosam Ki Tarha Nibhate Ho,
Kabhi baraste Ho Kabhi ek boond Ko Tarsate Ho,
Pal Mein Kehte Ho Zamane Mein Faqat Tere Hain,
Pal Mein Izhaar-e-Muhabat Se Muker Jate Ho,
Bhari Mehfil Mein Dushmano ki Tarah Milte Ho,...
Aur Duaaon Mein Mera Naam Liye Jate Ho,
Dayar-E-Ghair Mein Mujh ko Talash karte Ho,
Miloon To Paas Se ChupChaap Guzer Jate Ho,
Lakh mosam ki tarah rung badalte raho,
Aaj bhi toot k shiddat se humein chahte ho..
Y Popey.che.tame Y
teri kami bhi hai ... tera ehsaas bhi ....
tu door bhi hai mujhse ... tu pass bhi hai ...
khuda ne yu nawaza teri dosti se ...
mujhe gurur bhi hai aur naaz bhi hai
Y Popey.che.tame Y
Koi Nahi Ayega Tere Siwa Meri Zindagi Me,
Ek Maut Hai Jis Ka Hum Waada Nahi Karte....!
Y Popey.che.tame Y
dard sey sharminda nahi meri wafa
jin say rishtay gehray hon wo zakham bhi gehray daitay hein..
Y Popey.che.tame Y
Neend aye na aye Charaghon ko bujha diya karo..............
Raat bhar kisi ka jalna humse dekha nahi jata..
Y Popey.che.tame Y
Apnon Ne Kabhi Hamen Apnaya Nahin,
Ghairon Ne Kabhi Hamen Bulaya Nahin,
Khushiyan Ghar Aayi To Log Aagaye,
Saath Yahaan Kisi Ne Nibhaya Nahin.
Ghairon Ne Kabhi Hamen Bulaya Nahin,
Khushiyan Ghar Aayi To Log Aagaye,
Saath Yahaan Kisi Ne Nibhaya Nahin.
Y Popey.che.tame Y
Jitni shiddat se mujhe zakham diye hain us ne .............
Itni shiddat se to main ne usay chaha bhi na tha...
Y Popey.che.tame Y
Jis shaam mere lab per tera naam na aaye
Khuda kare kabhi aisi shaam na aaye
Aye jaane wafa ye mumkin hi nahin ki
afsaana likhoon aur tera naam na aaye.
Khuda kare kabhi aisi shaam na aaye
Aye jaane wafa ye mumkin hi nahin ki
afsaana likhoon aur tera naam na aaye.
Y Popey.che.tame Y
jane anjane unhi raho pe chle jate hain
jahan na jane ka faisla kiya tha...
aur fir usi ehsaas ko dil me pate hain
jise dafnane ka honsla kiya tha......
Y Popey.che.tame Y
wo to apna dard rokar sunaate rahe...
humari tanhaiyon se aankhen churate rahe...
aur hume bewafaa naam mila...
kyuki hum hur dard muskura ke chupaate rahe....
Y Popey.che.tame Y
fursatein Milien jb bhi Ranjishen bhula dena
Kon jaane saanson ki Mohlatein kahan tak hain............
Y Popey.che.tame Y
Maangi thi hum ne Khuda se Mohabbat ki zindagi
Khuda ne tum se mila k zindagi ko hi Mohabbat bana diya
Y Popey.che.tame Y
uski harsat ko is dil me likhne wale....
kash usko b humari kismat me likha hotaa.....
Y Popey.che.tame Y
kuchh is tarah uljhe hain meri zindagi ke dhaage uski yaad main
aub sulajhna bhi chahta hoon to khud ulajh jata hoon
aub sulajhna bhi chahta hoon to khud ulajh jata hoon
Y Popey.che.tame Y
Zindgi Me Apke Siva Kuch Chaha Hi Nahi,
Jo Chaha Use Kbhi Paya Hi Nahi,
Aur Aap Hume Aise Bhul Jate Ho,
Jaise Humse Koi Rishta Bnaya Hi Nahi
Y Popey.che.tame Y
Is duniya mein sab kuchh bikta hai,
phir judai hi rishwat kyun nahi leti,
Marta nahi hai koi kisi se juda hokar,
Bus yaadein hi hai jo jeene nahi deti.
Y Popey.che.tame Y
Har mod per Mili Ghum ki Parchaiyaa
Zindagi se Samjhota karne ki Aadat ho gayi
Jante the ke nahi ho sakte kabhi Aap Hamare
Phir bhi Khuda se Apko Mangne ki Aadat ho gayi
Y Popey.che.tame Y
Apne Halath Toh Ab Kuch Iss Tarah Ki Lagti Hai
Zindgi Meri Ab Saza Si Lagti Hai
Ab Toh Khushiyoun Ke Armaan Bhi Naa Rahe Baqi
Khushi Aayi Toh Kisi Ki Baddua Si Lagti Hai
Y Popey.che.tame Y
Aansu ko bahut samjhaya tanhai mein aayaa karo,
Mehfil mein hamara majak na udaya karo,
Isspar aansu tadapkar bola,
Itne logo mein aapko tanha pate hain, Iss liye chale aate hain.
No comments:
Post a Comment