Wo tu Barish ki bondein dekh kar bohat khush hota hai,
Usay kya maloom girne wala har katra pani nahi hota..
Y Popey.che.tame Y
kisi ne mujhse puch liya
"KAISE HO"
maine has ke kaha ki zndagi me gam hai,
gum me dard hai,
dard me maja aur
main maje me hu
Y Popey.che.tame Y
Wo b ro padega use hal sunaye kese,
Nazre jhuki he uski dard dikhaye kese,
Aadat si ho gyi hume andhero me rehne ki,
Mom ka ghar h hamara chirag jalaye kaise.
Y Popey.che.tame Y
Itna to rula diya hota ki aansu he chhalak aate,
palkon me ruke hue ansuon ka dard saha nhi jata.
Y Popey.che.tame Y
Apni to zindagi hi ajeeb kahani hai,
Jis cheez ko pana chaha wo begani hai,
Haste hain to sirf dunia ko hasane k liye,
Varna in aakhon me pani hi pani hai ...
Y Popey.che.tame Y
Mohabbat ki kasam Woh Aisi Nahi thi,
Woh Apna Thi magar lagti nahi thi,
Najane kyon na aayi mujh se milne,
Zamane se to woh darti nahi thi,
Hansi ki badi Aadat thi us ko,
Woh Mujhe ko Dekh Kar magar Hansti nahi thi,
Mere Dil Mein Hai Shamil us ki Ulfat,
Woh Mere jaisa thi FAQAT meri nahi thi . . .
Y Popey.che.tame Y
Bohut Udas Hai Yeh Dil Koi Paigham Hee Likh Do,
Tum apna naam mat likho bhale gumnam hi likh do,
Mana k apni qismat mein gham-e-Tanhai hai lakin,
Tamam umar na likho magar ik sham hee likh do,
Chalo hum maan laitay hai saza k kaabil hain hum,
Koi inaam na likho koi ILZAM hee Likh DO . . . .
Y Popey.che.tame Y
Usey Main Bhool Jaonga magar waada nahi karta,
Hamesha Muskuraonga magar waada nahi karta,
Uska zikar Mehfil mein ho khamosh Rahonga,
Main khud ko aazmaoongaa magar waada nahi karta,
Chalo ye waada hy k Dil mein Dard hain Jitne,
Kisi Ko Na Sunaoonga magar waada nahi Karta . . .
Y Popey.che.tame Y
Hua Kia Hai Mujh Ko Wo Kya Jaante Hain,
Wo Ek Shakhs Mujh Ko Juda Janata Hai,
Wo mumkin Hai Mujhko Bhula Dega,
Lekin Kiya Beetegi Mujh Pe Mera Khuda Janata Hai . . .
Y Popey.che.tame Y
doobein hain meri ungliyan mere hi khoon mein,
ye kaanch ke tukdon par bharose ki saza hai....
Y Popey.che.tame Y
Faisala tum ko bhool jane ka,
ik niaya khawab hei deewane ka
Y Popey.che.tame Y
har pal main ik sadee kaa mazaa ham se naa pooch,
do pal ki zindgi hai mazaa ham se naa poochoo,
ham roz mar ke jeete hain kis ke waste,
kishton main khudkashi kaa mazza ham se naa pooch,
ham ne kya paayaa pyaar main ye tumko kyaa pata,
jo kho diye hain ab talak ham se na pooch,
hanste the ham bhi bahut jaante hain sab,
ab kyon udaas rehte hain ham se naa pooch.
Y Popey.che.tame Y
Ek samundar hai ki mere muqabil hai,
Ek qatra hai ki mujhse sambhala nahi jata.
Ek umar hai ki bitani hai uske bagair.
Ek lamha hai ki guzara nahi jata ...
Y Popey.che.tame Y
meri khamoshiyon ka raaz to mujhe khud bhi nahin pata
dost najane kyun log mujhe magroor saqmjhte hain ....
Y Popey.che.tame Y
Tum Mohabbat Bhi Mousam Ki Tarha Nibhate Ho,
Kabhi Baraste Ho Kabhi Ek Boond Ko Tarsate Ho,
Pal Mein Kehte Ho Zamane Mein Faqat Tere Hain,
Pal Mein Izhaar-E-Mohabbat Se Muker Jate Ho,
Y Popey.che.tame Y
Bhari Mehfil Mein Dushmano ki Tarah Milte Ho,
Aur Duaoun Mein Mera Naam Liye Jate Ho,
Y Popey.che.tame Y
Har jagah Mujh ko Talash Karte Ho,
Miloun Toh Paas Se Chup Chaap Guzer Jate Ho,
Lakh Mousam Ki Tarah Rung Badalte Raho,
Par Aaj Bhi Toot Kar Shiddat Se Tum Mujhe Chahte Ho
Y Popey.che.tame Y
Naa jaane kis ko pasand aa gayi hai meri ankhon ki nami.............
Main hansna b chahon to yeh palkain bheeg jati hain...!!!
Y Popey.che.tame Y
Main kis tarah mita sakon ga us ka'' Naam'' dil se. . . .
Jo mere labon pe saja hai ik ''DUA'' ki tarah. .
Y Popey.che.tame Y
Dil me chahat ka diya jalakar chhup gaya koi,
sawaal laakh kiya par jawab dene se inkaar kar gaya koi,
yeh dard kya hota hai maloom na tha kabhi hume,
khushi dene ka waham lekar, umr bhar ka gham de gaya koi...
Y Popey.che.tame Y
Khud ko akelepan ka tana dia na karo,
Yadoan ka gila shikwa bhi na dia karo,
Kya bataye tumko kitna yaad karte hai,
Hissab lagana hai to apni saanse gin liya karo…
Y Popey.che.tame Y
Sapna kabhi saakar nahi hota,
Mohabbat ka koi aakar nahi hota,
Ho pata hai duniya main sab kuch,
per pahlaa pyaar dobara nai miltaaaaa...
Y Popey.che.tame Y
Na Janay Kyun Dil Main Utter Jatay Hain Woh Loog,
Jin Logon Say Kismat Kay Sitaray Nahin Milty...!!!!
Y Popey.che.tame Y
wo jis ada se mere sath bewafayii kiya ........
ke uske jane ke baad mujhe koi bewafa na lage...!!!!!!
Y Popey.che.tame Y
Neend se kaho ab sulah krle humse,
Ab wo daur chala gya jab hum unke liye jaaga krte the...
Y Popey.che.tame Y
aata hai jab bhi us shaks ka chehra saamne,
na jaane kyu dard bhi labon pe hasi de jaata hai...........
Y Popey.che.tame Y
USNE PUCHA MAIN KANHA HOON ?
maine kaha tu meri saanso main dil main khayalo
main dhadkan main ruh main nas nas main hai..
USNE POOCHA MAIN KANHA NAHI HOON ?
maine kaha shayad meri "KISMAT MAIN
Y Popey.che.tame Y
Na haath tham sake , na pakad sake daman,
Bade kareeb se utha ker chalagaya koi
Y Popey.che.tame Y
Mai kitna bewafa jo ik pal mai nikal gaya us ke dil se...
Aur
usne nibhayi wafa badi siddat se jo ab tak mere dil mai basti hai...
Y Popey.che.tame Y
Pyaar me kisi ko khona bhi zindagi hai
zindagi me gamo ka hona bhi zindagi hai
yu to rahti hai labo par muskurahat
par shayad chupke se rona bhi zindagi hai...
Y Popey.che.tame Y
Ek inkar hai, jise ikrar kahte hain
ek khamosi hai, jise izhar kahte hain
dunia ka dastoor bhi nirala hai
ek dhokha hai, jise pyar kahte hain...
Y Popey.che.tame Y
Sabko Chorneka Mann Karta Hai
Sabse Kahi Dur Jaaneka Mann Karta Hai
Na Kisise Pyar Karu
Na Kisike Pyar Ke Kabil Banu
Na Kisise Dil Lagau
Na Kisika Dil Thodu
Na Kisipe Aitbar Karu
Na Kisika Intezar kru
Sabse Naatha Thodne ka Mann Karta Hai
Na Kisise Baat Karu
Na Koi Wada Karu
Na Koi Wafa Ki Ummeed Karu
Na Kisise Bewafai Karu
Na Kisiko Apna Kahu
Na Kisiko Yaadon Mein Basau
Khud Se Pyar Ko Dur Karneka Mann Karta Hai
Y Popey.che.tame Y
Kuch bikhre sapne hai, kuch tuti yaadein
hai, ek chota sa aasma aur ummido ki
zameen hai, yun toh bahut kuch hai
zindagi me, bas jise chahate hai, uski kami hai…
Y Popey.che.tame Y
Ke tujh se juda hokar bhi,
Jeene ki aadat si ho gayi.
Tum laut ke aaoge humse milne,
Roz dil ko behlane ki aadat si ho gayi.
Tere waade pe kiya bharosa hamne,
Har Waqt tera intezaar karne ki aadat si ho gayi.
Khushi mein bhi hum kya muskarate ke,
Teri judaai mein rone ki aadat si ho gayi.
Kaafile nikal gaye hamein chhod ke,
Ab to tanha safar ki aadat si ho gayi.
Har mod par mili gham ki parchhaiyaan,
Zindagi se samjhauta karne ki aadat si ho gayi.
Y Popey.che.tame Y
woh kehtay thay roonay se nahi badalte naseeb,
unn ki iss baat ne umar bhar rone bhi na diya,
Y Popey.che.tame Y
Jaane kese jeete hain log yaaadon k saharay,
Main to kai baar Marta hun ik yaad aane per
Y Popey.che.tame Y
use yaqeen hai ke main jaan de na paunga .....
mujhe yeh khaouf hai ke roega bahut aazma ke mujhe
Y Popey.che.tame Y
Mat puch ki kis tarah se chal rahi hai zindgi........
uss daur se guzar rahe hai jo guzarta hi nahi.....
Y Popey.che.tame Y
ansu hote nahi bahane ke liye,
gum hote hai pee jane ke liye.
kabhi dil se mat sochna kisi ko pane ke liye,
nahi to sari jindagi beet jayegi use bhulane ke liye.
Y Popey.che.tame Y
Mujhko rulakar, dil uska bhe roya hoga,
chehra aansuon se usne bhe bhigoya hoga,
agar na kiya hasil kuch humne pyar me,
to kuch na kuch zarur usne bhe khoya hoga...............
Y Popey.che.tame Y
aaj fir UNSE milne Ko ji chahta hai ,
pas baith ke baat karne ko ji chahta hai ,
Itna haseen tha UNKE aansu Ponchne ka andaaz
ki aaj fir se Rone ko ji chahta hai
Y Popey.che.tame Y
Dost ko doulat ki nazar se na Daikh......
Wafa k aadi aksar ghareeb hotay hain....
Y Popey.che.tame Y
Unse ab koi wasta nhi magar .............
Unke hisse ka waqt aaj bhi tanha guzarta hai...!!
Y Popey.che.tame Y
Yaade teri chan chan kar aa rahi thi waqt ke saayo se,
Bund bund aah aah gujarati chali gayi in nigaho se....!!!!
Y Popey.che.tame Y
Nahi rakhta hausla ye samundar mujhe doobane ka,
tere aansu k ek qatre mai beh jau mai wo baat alag hai...
Y Popey.che.tame Y
Kitne farebi hain is daur k jugnu,
Roshni dikha ker andheron ki taraf bulaate hain...!!
Y Popey.che.tame Y
mohabbat wo barish hai ....
jis ko choone ki khuwaish me hatheliya to geeli ho jati hai......
mgar hath khali reh jata hai..........
Y Popey.che.tame Y
Waqt bhi ajeeb manzar dikhata hai,
Kabhi hasata kabi rulata hai,
Kal jin palo ke saath hasey the
Aaj unn palo ko yaad karke ye waqt rulata hai
Y Popey.che.tame Y
Na jane kyun apne saye se bhi dar raha hoon main,
Apni hi galiyon se chhupkar guzar raha hoon main,
Maangi thi kabhi duaaon mein ik anokhi maut mene,
Isiliye shayad jeete-ji mar raha hoon main.
Y Popey.che.tame Y
Dhire dhire umar kat jati hai,
Zindagi yaadon ki kitab ban jati hai,
Kabhi kisi ki yaad bohat tadpati hai,
Aur kabhi Yaadon k sahare Zindagi kat jati hai.....
Y Popey.che.tame Y
Na Tmanna Rahi Use Pane Ki
Koshis Bekar Gayi Use Bhulane Ki.
Meri Lash Se Lipat Kar Use Rone Dena Dosto
Badi Hasrat Rahi Zndgi mein Use Seene Se Lagane Ki.
Y Popey.che.tame Y
Mujhe dard hi naa ho mujhe aisa bana do,
mere khuda mujhe apne jaisa bana do,
mayus hota hun jab koi todta hai mera dil,
ek patthar ka dil mere bhi sine me laga do,
Y Popey.che.tame Y
mana ke har ek ki zindagi me gum aate hai magar.......
jitne gum mujhe mile utni meri umer na thi.. !!
Y Popey.che.tame Y
kya hua agar hum manzil tak nahi pahunche,
bas itna hi bahut hai k hum bhi karwa me shamil the...
Y Popey.che.tame Y
Maie Qismat Ki Lakeero Par Yakeen Karna Chor Diya Hai
Jo Dilon Me Bas Jaye Wo Qismat Ki Lakeeron Me Nhi Hote
Y Popey.che.tame Y
Hawa jab yu patton ko shakho se juda karti hai,
Hume tujhse bichhad jana bahut yaad ata hai...
Y Popey.che.tame Y
मुसाफिर तो बिछड़ते हैं
रफ़्तार कब बदलती है
मुहब्बत जिंदा रहती है
मुहब्बत कब बदलती है
तुम्ही को चाहते हैं और
तुम्ही से प्यार करते हैंये
है बरसों की आदत और
आदत कब बदलती है

nice one. but himanshu kuch aur dard bhare nagme likho
ReplyDelete