Y Popey.che.tame Y
apni muhabbut ka deewana naa kiya ker ....
zinda tou woh bhi rehta hae jo muhabbut nahi krta....
Y Popey.che.tame Y
Nafrate lakh mili Lekin chahat na mili ....
Zindagi beet gayi,par rahat na mili ...
unki mehfil m har shaks ko haste dekha ....
ek hum the jise hasne ki bhi ijajzat na mili .
Y Popey.che.tame Y
ISHQ wahi hai jo ho ektarfa,
IZHAR e ishq to khwahish ban jaati hai,
HAI agar ishq to aankho mein dekho,
ZUBAN kholne se ye numaish ban jaati hai
Y Popey.che.tame Y
Mujhe Uske Pahlu Ka Ashiyana Na Mila,
Uski Zulfoon Ki Chaon Me Thikana Na Mila,
Kah Diya Usne Bewafa Mujh ko Hi,
Jab Chorne Ka Koi Bahana Na Mila..
Y Popey.che.tame Y
Na kabhi yeh chupaya ki pyar kitna hai,
Na kabhi yeh jataya ki dard kitna hai…
Bas ek hame aur us Khuda ko malum hai,
Ki aapse mulaqat ka intezar kitna hai...
Y Popey.che.tame Y
Koi chahta he kesi ko apnane k lye...
Koi chahta he kesi ko tanhai se bachane k lye...,
Mujhe bhi kesi ne chahta tha...,
Sirf apna DIL behlane k lye ...
Y Popey.che.tame Y
Na kabhi yeh chupaya ki pyar kitna hai,
Na kabhi yeh jataya ki dard kitna hai…
Bas ek hame aur us Khuda ko malum hai,
Ki aapse mulaqat ka intezar kitna hai...
Y Popey.che.tame Y
jo mein bheed mein jaun tu mujhko khone nahin deta
Woh mujhko koi bhi khwab yun to dikhana nahin chahta
jo dekhon koi khwab tu wo pora hone nahin deta
Andheri raat mein aksar wo mere paas hota hai
jo aansoo bahaun tu shana bhigone nahin deta
Raat ke sannaton mein yaadien pagal karti hain
jo mein rona chahon tu mujhe rone nahin deta
Jo wo keh de tu dil to kya yeh jaan bhi osay de dun
jo mein chahon tu ek sapna tak sanjone nahin deta
Mein chahon zindagi meri ab kuch aasan ho jaye
wo mujhe apna nahin karta kisi ka hone nahin deta...!!!
Y Popey.che.tame Y
Suna Ho Ga K¡s¡ Se Dard K¡ Ek Hud Bh¡ Hot¡ Ha¡..............
M¡lo Hum Se K Hum Us Hud K Aksar Paar Jatey Ha¡n…
Y Popey.che.tame Y
US ke na honay say koch b nahi badla .....
Bus pehlay jaha dil hota tha aj waha Dard Hota Hai....
Y Popey.che.tame Y
bahar hoti to titliya jarur aati,
koi rota to siskiya jrur aati.
kehne ko to aap hme bahut yaad krte ho,
lekin yaad krte to HICKIYA jrur aati.
Y Popey.che.tame Y
Zindgi Se U Chale Hai ilzam Lekar, Bahut Ji Chuke uska Nam Lekar.
Akele Bate Karenge Wo In Sitaro Se, Jab Hum Chale Jayenge Unhe sara Asman Dekar
Y Popey.che.tame Y
choop choop ke tera deedar aaj bhi karta hoon,
jiska na koi jawaab woh sawaal aaj bhi karta hoon,
inteha mohabbat ki batane ki tujhe kabhi koshish jo ki thi,
nakaam woh kaam aaj bhi karta hoon.....
Y Popey.che.tame Y
inteha mohabbat ki woh kya jaane,
imtehaan gurbat ki woh kya jaane,
jinhe kanto se bachne ki aadat ho,
phoolon se chahat woh kya jaane,
jo na rakhte ho zameen par pair kabhi,
kadmo ki aahat woh kya jaane,
bin maange jise mil jaata ho sab kuch,
kuch paane ki shiddhat woh kya jaane.....
Y Popey.che.tame Y
humne bhi ashkon ka samandar banaye rakha hai,
ek shamma dil me jalaye rakha hai,
jalte hai hum bhi usi aag me,
jisme teri yaadon ko jalaye rakha hai.....
Y Popey.che.tame Y
Dunia ka Yaqeen karain bhi to Kaise karain..
Apni he Aankh ka Aanso bhi to apna na raha wo be nikala tu kisi aur ke lye..
Y Popey.che.tame Y
Waqt bhi ajeeb manzar dikhata hi,
Kabi hasata to kabi rulata hai,
Kal jin palo ke saath hasey the,
Aaj unhi palo ko yaad krke ye waqt rulata hai
Y Popey.che.tame Y
Dil ka dard aankhon se beh jaye to achha hai
tu kabhi yad na aaye to achha hai
mangne ko to khuda se maang lu tujhe
par ye dua hothon pe na aaye to achha hai
Y Popey.che.tame Y
“AASMAN” bhi ro para us waqat mery haal par !.
jis waqat mery NASEEB mein Usey likh kar mita diya giya…
Y Popey.che.tame Y
Mein ne socha tha k bante ga wo dukh dard
Us ne to itna bhi na poocha k tum udaas kyun ho
Y Popey.che.tame Y
Tu kisi aur ke leye hoga samander-e-ishq
Main tu tere sahil se roz pyasa guzar jata hon
Y Popey.che.tame Y
Dunia ka yaqeen karain b to kaisy karain
Apni he aankh ka aanso b to apna na raha wo be nikla to kisi aur ke liye
Y Popey.che.tame Y
Sikh gaye hum bhi aapna dard ko chupana
Sikh gaye hum bhi bahana banana
na sikh paae to bas iitna,
aapna DIL ko KHUSH kar auro ka dil ko DUKHANA...
Y Popey.che.tame Y
tanhayi jab mukdar main likhi hai,
to kya shikayat apne aur begane se,
hum mitgaye jinki chahat main,
wo baaz nahi aate humain aazmane se.
Y Popey.che.tame Y
Tu kahin bhi rahey sar pay teray ilzaam to hai,
Teray hathon ki lakiron mein mera naam to hai
Mujko tu apna bana ya na bana teri khushi,
Tu zamanay mein meray naam say badnaam to hai
Meray hissay mein koi jaam na aaayaa na sahi,
Teri mehfil mein meray naam koi shaam to hai
Dekh kar log mujhay naam tera letay hain,
Is pay main khush hoon mohabbat ka yeh anjaam to ha
Woh sitamghar hi sahi dekh kay usko ,
Shukar is dil-e-bimaar ko aaraam to hai
Tu kahin bhi rahey sar pay teray ilzaam to hai,
Teray hathon ki lakiron mein mera naam to hai
Y Popey.che.tame Y
thak gaye hum unka intzaar karte karte ...
roya hazaar baar khudse takraar karte karte...
do lafz unki zuban se na nikale aur...
toot gaye hum ektarfa pyar karte karte...
Y Popey.che.tame Y
janata hun aaj main kuch shayar sa dikh raha hun,
khoon ki syahi , dard ki kalam se , dil ke sare zakhm likh raha hun,
jis ne ujad diya har manzar-e-jahan mera ,
aaj usi ko phir se sanam likh raha hun
Y Popey.che.tame Y
Chahe wafa me thokre khate raho,
fir bhi rasme wade nibhate raho.
Yahi to ishq ka dastoor hai yaaro,
ki jakhm khate raho aur bas muskurate raho.
Y Popey.che.tame Y
wo janti thi uski hansi mujhe pasand hai ...
usne jab bhi dard diya muskurate hue diya...
Y Popey.che.tame Y
Meri nas nas mei tera pyar behta hai
har pal khyaalon mein ek chehra rehta hai
meri duaaye le aayegi usse ek din mere paas
mera har ek aansoo mujhse yahi baat kehta hai
Y Popey.che.tame Y
No comments:
Post a Comment