Saturday, November 20, 2010

Teri yaad me aaj b utna hi udaas hoon


Y babuchak.che.tame Y


Teri yaad me aaj b utna hi udaas hoon .......
Jitna pehli dafa bichrne pe tha me......!


Y babuchak.che.tame Y




Y babuchak.che.tame Y


tujh ko maloom bhi hai kitna talabgar hoon tera.....
pooch un farishton se jo roz likhte hain duain meri.....


Y babuchak.che.tame Y


Kya mila us bewafa ko meri duniya chor kar
Khud bhi tanha phir raha hay mujh ko tanha chor kar


Y babuchak.che.tame Y


Yeh na socha tha kabhi humne,
Kisi ko iss kadar chahenge,
Woh hans kar Zakham de denge,
Aur hum zindgi gava denge


Y babuchak.che.tame Y


Mai to isliye chup hun ke tamasha na bane,
Tu samjhta hai mujhe tujh se gila kuch nahi..!!


Y babuchak.che.tame Y


Uski hansi mein chupe dard ko mehsoos to ker,
Wo to hans hans ker khud ko sazaa deta hai..!!


Y babuchak.che.tame Y


meri awaz unhe sunai nahi deti,
ab to dur tak koi umeed b dikhai nahi deti,
parwah hai unhe aur sab doston ki,
bas unhe meri hi tanhai dikhai nahi deti….


Y babuchak.che.tame Y


kyun udas bethay ho is tarhaa andhairey main’
dukh kam nai hotey roshni bujhaney sey………


Y babuchak.che.tame Y


Haath zakhmi hoa kuch apni he khata the ........
maine kismat ke lakeroun ko mitana chaha


Y babuchak.che.tame Y


Naam Dil Se Mera Kaise Mitaya Hoga
Mushkil Se Mujhe Usne Bhulaya Hoga
Aag Lagayi Hogi Jab Meri Tasvir Ko
Usne Sath Me Dil Apna Bhi Jalaya Hoga


Y babuchak.che.tame Y


Mohabbat Mai Sar Ko Jhuka Dena Koi Mushkil Nahi....!!
Roshan Suraj Bhi Chand Ki Khatir Doob Jata Hai...


Y babuchak.che.tame Y


Ye dil na-ummeed to nahi, naakaam hi to hai....

lambi hai ghum ki shaam, magar shaam hi to hai.....


Y babuchak.che.tame Y


Sab Kuch Mila Hai Magar Fir Bhi Kuch Kami Si Hai,
Labon Par Muskan Magar Aankhon Mein Nami Si Hai,
Chalna Hai Zindagi, Tune Kaha Tha Chalte Rahna,
Kadam To Uthte Hain Magar Zindagi Thami Si Hai,


Y babuchak.che.tame Y


woh kAisa ShakhS Hai Meri Zindagi Mein...
"Jo Meri ” UmaR Hai Aur Mein Uska.........” LamhA ” Bhi Nahi…


Y babuchak.che.tame Y


Khuwaab Bhi Shayed Kaanch Se Kamzoor Hote Hain..
Har Roz Bikhar Jate Hain Faqat Aankh K Khulne Se ....


Y babuchak.che.tame Y


Jis Jaga Per Log Apni Nafratein Dafna Saken......
Shehar Mein Aisa Bhi Qabristan Hona Chiaye....


Y babuchak.che.tame Y


Zindagi mein is se badh kar ranj kya hoga Doston
Uska ye kehna, ke tu shayar hai, deewana nahi.


Y babuchak.che.tame Y


Khuda ki khudai itni beraham kyon hoti hai
Har kisi ko zindgi se shikayat kyon hoti hai
Mile khuda to us se pooch lena jaroor
Jo mil na sake mohobbat usi se kyon hoti hai


Y babuchak.che.tame Y


dost ko doulat ki nazar se na dekh ....
wafa ke aadi aksar ghareeb hote hain....


Y babuchak.che.tame Y


Humne unke samne aana chodd diya,
Apni chahat ko jatana chodd diya,
Qki jinki hansi pe marte the hum,
Unhone hame dekhkar muskurana chodd diya...


Y babuchak.che.tame Y


Bin UnKe Zindagi Me Koi KHUSHI Nahi
Aaj Labo Par HANSI Nahi!
Wo Na SAMJHE Agar To Hum Kya Kare...
Is DiLMe UnKe Siwa Kisi Aur Ki JAGAH Nahi!


Y babuchak.che.tame Y


Woh din tanhaai ke,

woh din judaai ke,

Ghataaon ke andhere mein,

unkee yaadein...

ufff nahin bhool saktaa woh din mohabaat ke


Y babuchak.che.tame Y


Bus Karo KhataM KaRo BaZi-e-Ishq Aye ........
MuqaDDaR Ke HaRRey Kabhi JeeTa NahE KaRte...!!!


Y babuchak.che.tame Y


meri awaz unhe sunai nahi deti,

ab to dur tak koi umeed b dikhai nahi deti,

parwah hai unhe aur sab doston ki,

bas unhe meri hi tanhai dikhai nahi deti…


Y babuchak.che.tame Y


Wo roz dekhta hai dubta hua suraj ko.....
kasha mai bhi kisi sham ka manzar hota........


Y babuchak.che.tame Y


Laut aayenge woh din, ye umeed ab muje nahi,
yaadon ke siwa unke, paas aur kuch mere nahi,
mohobbat ab karte hain maut se hum,
Par lagta hai bewafa woh bhi kuch kam nahi.


Y babuchak.che.tame Y


Koi na mile to kismat se gila nahi kerte.
aksar log mil ker bhi mila nhi kerte.
har shaakh par bahaar aati he Zaroor,
par har shaakh par phool khila nahi kerte...


Y babuchak.che.tame Y


mat door jaana kabhi hum se itna ki waqt ke faisle pe AFSOS ho.....
kya pata phir kabhi tum laut ke aao aur ye jism miitti mein KHAMOSH ho


Y babuchak.che.tame Y


Yeh achha hai ki hum achhe nahi hain
kisi ki aankh to num nahi hog hamare marne ke baad


Y babuchak.che.tame Y

No comments:

Post a Comment