Wednesday, March 03, 2010

इक ज़िंदगी गुजर गयी, ज़िंदगी समझने में, इक उम्र और चाहिए अब तुझे समझने में







Y Popey.che.tame Y


इक ज़िंदगी गुजर गयी, ज़िंदगी समझने में;
इक उम्र और चाहिए अब तुझे समझने में!

आई बहार भी मगर फूल क्यूँ ना खिल सके;
ये बात है नसीब की मिल कर भी हम ना मिल सके;
अब सोचती हूँ हर घडी, तुमने की जो बेरुखी;
शायद अभी भी रह गयी मेरे प्यार में कमी;
साँसें भी टूट जाएँगी इक तुझे समझने में;
इक उम्र और चाहिए अब तुझे समझने में!

मजबूरियों का मेरी तुमने ये सिला दिया;
इलज़ाम बेवफाई का क्यूँ मुझ पर लगा दिया;
ये प्यार चाहत दोस्ती रुसवाइयों का नाम है;
कहते हैं जिसको जिंदगी परछाइयों का नाम है;
हमने बहुत ही देर कि दिल्लगी समझने में;
इक उम्र और चाहिए अब तुझे समझने में!

इक ज़िंदगी गुजर गयी, ज़िंदगी समझने में;


Y Popey.che.tame Y


Meri Rooh Nikalne Wali Hogi
Meri Saans Bikherne Wali Hogi
Phir Daman Zindagi Ka Choote Ga
Dhaaga Saans Ka Bhi Toote Ga
Phir Wapis Hum Na Aayenge
Phir Hum se Koi na Roothe Ga
Phir Aankho’n main Noor Na Hoga
Phir Dil Gham Se Choor Na Hoga
Us Pal Tum Hum Ko Thaamo Ge
Hum Se Dost Apna Maango Ge
Phir Hum Na Kch Bhi Bolen Ge
Aankhain’n Bhi Na Kholen Ge
Us Pal Tum Ro Do Ge
Hum Ko Tum Kho Do Ge


Y Popey.che.tame Y


Ѕaare ѕapne kahin kho gaye hain ….
Hum kya se kya ho gaye …..


Y Popey.che.tame Y


sham ka suraj huN, poojta koi nahin
jab subah hogi to maiN hi devta ho jauNga
log jab puchheNge mujh se meri barbadi ka haal
tere dar ke samne jaker khaDa ho jauNga
dil gaya daman gaya aur hosh bhi hain lapata
rafta - rafta ek din maiN bhi lapata ho jauNga
isk meiN kayam kareiNge durioN ke sil sile
aaj tu mujh se khafa kal maiN tujh se khafa ho jauNga


Y Popey.che.tame Y


hume khud se rone ki , Aji aadat kabhi na thi
Bas ye teri YAAD h KAMBAKHT jo meri palkhe bheegati hai..!!


Y Popey.che.tame Y


mere kehne se bhala kya hoga,
samajdar hoon magar ameer nahi main


Y Popey.che.tame Y


अपने यादों के उजाले साथ रहने दो
जाने किस गली में ज़िन्दगी की शाम हो जाए..


Y Popey.che.tame Y


तन्हाई इस क़दर रास गयी है ,
की अपना साया भी साथ हो तो .....भीड़ लगती है .....


Y Popey.che.tame Y


In Ankhon Me Teri Yaadon Ka Ek Samandar Basa Hai sanam,
Jab Bhi Tum Yaad Aate Ho, Kuch Ashk Apne Aap Chale Aate Hain.....


Y Popey.che.tame Y


बदनाम मेरे प्यार का अफसाना हुआ है...
...
दीवाने भी कहते हैं के दीवाना हुआ है


Y Popey.che.tame Y


Kassh use chahne ka armaan na hota
main hosh me hote hue bhi anjaan na hota
ya to pyaar na hota kisi patthar dil se hume
ya koii patthar dil insaan na hota................


Y Popey.che.tame Y


Jiska tum puchte ho wo mar gaya “DOSTON”,
Usko kisi ki yaad ne zinda jala diya……….


Y Popey.che.tame Y


Suna Hai Zindagi Imtehan Leti Hai
Par Yahan To Imtehano Ne Meri Zindagi Leli


Y Popey.che.tame Y


is Duniya main Kab Kisi Ka Dard Apnaate Hain Log
Rukh Hawaa Ka Dekh Kar Aqsar Badal Jaate Hain Log!!


Y Popey.che.tame Y


Humaray baad nahin aayega unhe chahat ka aisa maza!
Woh logon se kehtay phirenge mujhe chahao us ki tarah!


Y Popey.che.tame Y


sabhi ko to gunhagar nahi kaah sakta
tanhai nay to har pal saath nibhaya hai


Y Popey.che.tame Y


wo jo kehta tha, tere bina ik pal na reh sakoonga
ik muddat ho gayee bichde hue, wo dekho abhi tak zinda hai..


Y Popey.che.tame Y


Tamanna to thi ke koi toot kar chahta humein
magar khud hi toot kar bikhar gaye kisi ki chahat mein hum..


Y Popey.che.tame Y


Aik arsay baad mila to naam talak bhool gaya
jisne jaate waqt kaha tha yaad bahut tum aaoge


Y Popey.che.tame Y


kaha tha usne ki apna bana kar chhodega
hua bhi yu ke apna bana kar chhod diya


Y Popey.che.tame Y


इक मुकम्मल सी तन्हाई थी और सुकून था,
जब तक सर पे इश्क का जूनून था


Y Popey.che.tame Y


aaj meri tabiyat kuch juda si lagti hai
saans leta hoon to jakhmo ko hava si lagti hai
kabhi khush kabhi khafa
ae jindagi tu hi bata tu meri kya lagti hai


Y Popey.che.tame Y


Shikayatein to itni kardi tumne...
ki reh na gaya kucch keh jaane ke liye..
pyaar kiya maine kabhi usse..
ye kaafi tha zindagi bitaane ke liye


Y Popey.che.tame Y


bahut Chaha ke Tujhe Apna bAna Loon magar
Jub Muqaddar RooTh jAain to SaThi MiLte nahi


Y Popey.che.tame Y


Zindgi to apne hi qadmon per chalti hai
doosron k kandhon per to janazey uttha kertey hain.....


Y Popey.che.tame Y


Apni naakami ka ik yeh bhi sabab hai
Cheez jo maangte hain sub sy juda maangte hain


Y Popey.che.tame Y

No comments:

Post a Comment