Y Popey.che.tame Y
shikayat kya karu har taraf gum ka fasana hai
tere aage mohabbat hai mere aage zamana hai
pukara hai manzil ne lekin mein kahan jaun
teri duniya se bichad kar kahan mera thikana hai
Y Popey.che.tame Y
kahne ko to apne me hi magroor the ham,,,,
paas hote hue bhi sabse door the ham.....
rahte the har ek mehfil me shaamil magar,,,,,
apni tanhaaiyo ke liye mash-hoor the ham......
Y Popey.che.tame Y
dil ke zakhmo ki sifarish na hui,
hamari muskurahat ki farmaish na hui,
jise dekhne ke liye ye nigahein tarasti rahi,
unhe kabhi humse milne ki khwaish na hui.
Y Popey.che.tame Y
Dil jo dooba aash-ke-gam aankh me machal gaye,
Ek chirag kya bujha saun chirag jal gaye,
Meri unki raah bas itni der ek thi,
Do kadam chale hi the ki raste badal gaye
Y Popey.che.tame Y
haqueeqat hai ke mar ke bhi unhe ham yaad rakhenge,
ke gulshan unki yaado ka sadaa aabaaad rakhenga,
un se mera vada hai koi meri kabar na khode,
mere iss aakhiri ghar ki voh khud buniyaad rakhenge
Y Popey.che.tame Y
Hum khaak is jamee ki hokar us chand ki hasrat kar baithe..
wo cheez khuda se unchi thi hum jisse mohabbat kar baithe..!!
Y Popey.che.tame Y
Hamare zakhmo ki wajah bhi wo hai,
Hamare zakhmo ki dava bhi wo hai,
Wo namak zakhmo pe lagaye bhi to kya hua,
Moahbbat karne ki wajah bhi to wo hai,
Y Popey.che.tame Y
Bhool jane ka hausla na hua,
Door rehkar bhi wo juda na hua,
Usse milne ke baad kisi aur se kya milte hum,
koi uske jaisa bhi to dusra na hua..
Y Popey.che.tame Y
Naa woh aa sake naa hum kabhi jaa sake,
Naa dard dil ka kisi aur ko suna sake.
Bus baithe hai aaj bhi yaadon mein unki,
Naa unhone yaad kiya aur naa hum unko bhula sake.
Y Popey.che.tame Y
No comments:
Post a Comment