Aasman ke taare aksar puchte hai humse, kya tumhe aaj bhi intejaar hai uske laut aane ka, aur yeh dil muskura ke kehte hai, mujhe to ab tak yakin nahi hua uske chale jaane ka.
Y Popey.che.tame Y
Ek Lamhe Mein Usne Zindagi Sawar Di Ek Lamhe Mein Usne Zindagi Ujar Di Kasoor Us Ka Nahin Mera Tha Jo Un Do Lamho Mein Meine Zindagi Guzardi
Y Popey.che.tame Y
Teri Berukhi ko b rutba dia Humne, rishte ka har Farz ada kia humne, Mat soch k humne bhula dia Tumko, Aaj fir Tujhse pehle Tumhe yad kiya humne.
Y Popey.che.tame Y
Dosti Ke Naam Pe Deewane Chale Aate Hain Shama Ke Peeche Parwane Chale Aate Hain Tu Meri Zindagi Mein Nahin Aana Chahti Na Aa Per Aana Meri Mout Par Us Din To Begane Bhi Chale Aate Hain
Y Popey.che.tame Y
Tum Badle Jahan badla Badli Nazar Zamane Ki Ye Khuch Aansoo Hain Nishani Dil Lagane Ki
Y Popey.che.tame Y
Sirf itna hi kehna hai pyar hai tumse Jazbaton ki koi numaish nahi ki
Pyar ke badle sirf pyar manga hai Rishto ki to koi ghuzarish nahi ki
Chaho to bhula dena humein dilse Sada yaad rakhne ki sifarish nahi ki
Khamoshi se tofan seh lete hain jo Un badalon ne izhar ki barish nahi ki
Tumhain hi mana hai rehnuma apna Aur to kisi cheez ki khawahish nahi ki
Sirf itna kehna hai PYAR HAI TUMSE...
Y Popey.che.tame Y
hamare baad aapko apna banane kaun aayega........?? rulane toh sab aayenge ,hasane kaun aayega........??
badi mushkil hai chahat ki sabhi rasmein aur sabhi kasmein karenge pyar sab ,nibhane kaun aayega.........?? rulane toh sab aayenge hasane kaun aayega........??
kahin majbooriya hogi, kahin tanhaaiya hogi aapko har mod par raasta dikhane kaun aayega.......?? rulane toh sab aayenge hasane kaun aayega......??
zaroorat har kisi ko hogi aapki meharbaani ki sitam sehkar aapko apna banane kaun aayega......?? rulane toh sab aayenge hasane kaun aayega.......??
hamare baad aapko apna banane kaun aayega........???? rulane toh sab aayenge hasane kaun aayega........????
Y Popey.che.tame Y
kuch tammna si thi, iljam sa hogaya kabhi roshni si thi, ab andhera sa hogaya hum mashruuf kuch itne the wafayi me pata bhi na pada, kab yaar bewafa hogaya
Y Popey.che.tame Y
din beet jaate hain suhaani yaade bankar, baatein reh jaati hai kahani bankar, par kuch log hamesha dil ke kareeb rahenge, kabhi muskaan to kabhi aankhon ka paani bankar.
Y Popey.che.tame Y
duriyan hi dilon ko nazdeek laati hai, duriyan hi ek dusre ki yaad dilati hai, dur reh kar bhi koi kareeb hai kitna, duriyan hi is baat ka ehsaas dilati hai
Y Popey.che.tame Y
Hansi ki raah mein gum mile to kya karen, Wafa ke raah mein bewafa mile to kya karen, Kaise bachaye dhokebaazo se, Koi muskura ke dhokha de jaye to kya karen
Y Popey.che.tame Y
jugnu ko qaid kar ke muskaraya na karo, roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo, sitam karna hai karo par itna na karo, yaad nahi kar sakte to yaad aaya na karo
Y Popey.che.tame Y
abhi gum nahi itne ki hum has nahi sakte.. aankh bhari nahi itni, ki hum khushiya dekh nahi sakte.. Jaake keh de us jaalim se koi, Hum mare nahi itne, ki phir jee nahi sakte.
Y Popey.che.tame Y
aakhiri neend na jaane kaisi hogi.. na jaane unki kitni yaadein simti hogi.. unhe keh do aa jana aakhri alvida kehne, Warna na jaane ye ankhein band kaise hogi.
Y Popey.che.tame Y
Fareb thi hansi unki hum aashiqi samaj baithe, Maut ko apni zindagi samaj baithe, Waqt ka mazak tha yaa badnasibi meri, Unki do baaton ko chahat samajh baithe...
Y Popey.che.tame Y
Unki Tasviro Ko Seene Se Laga Lete Hai, Is Tarah Judai Ka Gam Mita Dete Hai, KisiTarah Kabhi Unka Zikr Ho Jaye To, Bheegi Palko Ko Juka Lete Hai.
Y Popey.che.tame Y
Ai meri zindagi yu mujhse daga na kar, Use bhul kar zinda rahu ye dua na kar, Koi dekhta hai use to hoti hai taqleef, Ai hawa tu bhi use chua na kar.
Y Popey.che.tame Y
Karte Rahe Intezaar Har Ghari, A Dil Humne Ye Kya Kho Diya UthGayaYakeen Wafa Se, Jaane Tumne Wo Waada Kyon Kiya
Y Popey.che.tame Y
Din Tere Khayal Mein Gujar Jata Hai, Raat Ko Bhi Khayal Tera Hi Aata Hai. Kabhi Ye Khayal Is Tarah Bad Jaata Hai Ki Aaine Mein Bhi Tera Chehra Nazar Aata Hai.
Y Popey.che.tame Y
Itna Kuch Khoya Ki Hume Paana Na Aaya, Pyar Kiya To Jatana Na Aaya. Aa Gaye Is Dil Mein Pehli Hi Nazar Mein Woh, Kasoor Humara Tha Jo Hume Unke Dil Mein Samana Na Aaya.
Y Popey.che.tame Y
Raat Gumsum Hai Magar Chand Khamosh Nahi, Kaise Keh Du Aaj Fir Hosh Nahi. Aisa Duba Teri Aakho Ki GehraiMain, Haath Mein Jam Hai Magar Pine Ka Hosh Nahi.
Y Popey.che.tame Y
Kuch Jane Kuch Pahchane , Kuch Anjane Se Log Miley, Shayed Main Deewana Mujhko Deeewane Se Log Miley.
Y Popey.che.tame Y
Hum Wo Nai Jo Bhul Jaya Karte Hai, Hum Wo Hai Jo Nibhaya Karte Hai, Dur Rehke Milna Shayad Mushkil Ho, Par Yad Banke Sason Me Bus Jaya Karte Hai.
Y Popey.che.tame Y
Har Waqt Muskurana Fitrat Hai Hamari, Aap Yuhin Khush Rahe Hasrat Hai Hamari, Aap Ko Hum Yaad Aaye Na Aaye, Aapko Yad Karna Aadat Hai Hamari
Y Popey.che.tame Y
Tez Dhadkanoon Ko Sunkar Bhi Tumhe Pyar Ki Khabar Nahi Hoti.... Kya Mehsoos Karoge Tum Dil Ka Dard, Dil Ke Tutne Ki To Awaaz Bhi Nahi Hoti....
Y Popey.che.tame Y
Meri Chaahat Pe Tum Humesha Bharosha Rakhana, Ey Khuda Mere Mehboob Ko Sada Salamat Rakhana, Tere Sapnoko Sanwar Ne Hum Jaroor Aayenge, Bas Aankho Me Humara Intezaar Rakhana
Y Popey.che.tame Y
Sitaro Ko Ankho Me Mahefus Rakhna Bahot Lambi Raat Hi Raat Hogi........ Musafir Ho Tum Bhi, Musafir He Ham Bhi Kahi Kisi Mod Pe Phir Mulakat Hogi......
Y Popey.che.tame Y
Youn Badi Der Se Paimaana Liye Betha Hu, Koi Dekhe To Ye Samjhe K Piye Betha Hu.... Zindagi Bhar K Liye Ruth K Jaane Wale, Mein Abhi Tak Teri Tasveer Liye Bhetha Hu....
Y Popey.che.tame Y
Jinki Tamanna Dil Mein Thi, Judai Ab Hum Unki Sehte Hain, Fursat Nahi Unhe Humse Baat Karne Ki, Is Liye Hum Har Waqt Khamosh Se Rehte Hain
Y Popey.che.tame Y
Aisa Na Tha Ki Aaine Ke Aage,Hamne Khud Ko Kabhi Savara Na Tha !! Aisa Bhi Na Tha Ki Bhari Duniya Main,Mera KoiSaharaNa Tha !! Per Hum Jiske Ho Chuke He Dilo Jaan Se,Afsos Vo Hamara Na Tha !!
Y Popey.che.tame Y
Na Milne Ki Khushi Na Bichhed Ne Ka Gam, Na Udaas Na Tanha Hai Hum. Kaise Kahe Kaise Hai Hum.... Bas Aapke Bina Akele Hai Hum....
Y Popey.che.tame Y
Ansuo Se Palak Bhigo Leta Tha.., Yaad Teri Ati Thi To Ro Leta Thha...... Socha Tha Ke Bhoola Du Tujhey Mager, Har Baar Faisla Badal Deta Tha....
Y Popey.che.tame Y
Wafa Karne Ka Wada To Hum Bhi Naa Kar Paayenge, Magar Yeh Jaroor Kahte Hai Ki Bewfai Naa Hogi Humse...
Y Popey.che.tame Y
Na Samjha Meri Mohobbat Ko Tune, Na Samjhi Gayi Teri Wafa Mujhse... Gila Na Kiyaa Tha Kabhi Bhi Humne, Ab Kyaa Karenge Shikaayat Tujhse...
Y Popey.che.tame Y
kaaSh dunyaa meN ye"kaaSh"nah hotaa ziNda ho kar bhii maiN laaSh nah hotaa
Y Popey.che.tame Y
Lakh Dukh Uthaoun Mein Yunhi Koshish Karti Rahoungi Isi Tarah Toot Kar Usko Chahti Rahoungi Woh Yaad Naa Kare Mujhko Yeh Uska Faisla Hai Mein Qud Se Zyada Usko yaad Karti Rahoungi
Y Popey.che.tame Y
Aansoun Ki Mere Koi Qeemat Nahi Nahi Uski Yaad Me Mein Yunhi Ashk Bahatai Rahoungi Kabhi toh Tadpega Woh, Kabhi Toh Woh Bhi Beqaraar Hoga Daastan Mein Apni Usko Yunhi Sunati Rahoungi
Y Popey.che.tame Y
Zindagi Ke Kisi Modh Pe Pachtayega Woh Bhi Mein Bhi Khuli Aankhoun Se Usse Dekhti Rahoungi Kyun DIL Lagaya Hai MOULA Uss Beparwah ke Sath Marr Jaoungi Basss Ab Hota Nahi Jeeta Rehna
Y Popey.che.tame Y
udaas na baitho fiza tang karegi, guzre huwe lamh0 ki saza tang karegi, kisi k0 na la0 dil k itne qareeb, k uske jane k baad uski har ek adaa tang karegi.
Y Popey.che.tame Y
Wo kehate hai majbur hai hum, na chahte huye bhi tumse door hai hum, chura li unhone dhadkne bhi humari, phir bhi wo kehate hai be-kasur hai hum.
Y Popey.che.tame Y
Tum chale jaoge to koi kushi na rahegi, tere bina chirago me roshni na rahegi, kya kahe kya guzaregi dil par, Zinda to rahenge par zindagi na rahegi.
Y Popey.che.tame Y
anjane me dil humara gawa baithe, iss pyar me kaise dil kho baithe, unse kya gila kare bhul to hamari thi, jo bina dil wale se dil laga baite.
Y Popey.che.tame Y
hum use bhula kar bhi nahi ji sake, hum use yaad rakh kar bhi nahi ji sake, mar jaate kabke unke bina par unki baaho ke bina mar bhi na sake.
Y Popey.che.tame Y
jo na hoti mohabat ye ansu na hote dil bhi na khota aj tanha na rota diwanon si apni ye halat na hoti agar jahan me kambakht ye mohabbat na hoti.
Y Popey.che.tame Y
uski ek yaad bechain bana jati hai, har gali me uski surat nazar aati hai, kaisa haal kiya usne pyar me, hamko neend aati hai to ankhen bura maan jati hai
Y Popey.che.tame Y
pathar jaisi dunya me dil apna laga baite, kuch hi dino me meethe sapne saja baite, rokte the pehle logo ko is aag se, ab khud hi ko is aag me jala baite.
Y Popey.che.tame Y
Mere pyar ko duniya me koi samaj na paya, rote the jab tanha koi mere saath na aya, mita diya khud ko uske pyar me, aur kehte hai log ki mujhe pyar karna na aya
Y Popey.che.tame Y
Na pine ka shonk tha na pilane ka shonk tha. Hume to sirf nazre milane ka shonk tha. Par kya kre yaro hum nazre hi unse mila bathe jine nazro se PILANE ka shonk tha.
Y Popey.che.tame Y
usko mera halka sa ehsaas to hai be-dard sahi wo meri humraaz to hai wo aaye na aaye mere paas lekin shiddat se mujhe uska intezar to hai abhi nahi to kya hua mil hi jaayegi kabhi mere dil me us semilanki aas to hai pyaar ki gawahi mere aansuon se na maang barasti nahi aankhen magar dil udaas to hai.
Y Popey.che.tame Y
Ya khuda maaf karna tere is gunehgaar bande ko, Jo tumhari chamatkaar me dakhil hota hai, Sirf ye poochne ke liye aaya hu mein, Ke kyun har raat tanhai mein mera dil rota hai...
Y Popey.che.tame Y
Bade ajeeb hain ye zindagi ke raaste, Anjane mod par kuchh log dost ban jate hain, Milne ki khushi de ya na de Bichhadne ka gam zarur de jate hain.
Y Popey.che.tame Y
Khushiyon se naraz hai meri zindagi, Pyar ki mohtaj hai meri zindagi, Haslete hai zamane ko dikhane ke liye, Warna dard ki kitaab hai meri zindagi"
Y Popey.che.tame Y
Zindagi ek chahat ka silsila hai, Koi miljata hai koi bichadjata hai, Jinhe mangte hai hum apni duaon mein, Woh kisi aur ko bina mange hi miljata"
Y Popey.che.tame Y
Barson hogaye roker nai dekha, In ankhon ko ansou se dhoker nai dekha, Wo kya jane pyar kya hota hai, Jisne kabhi kisi ko khoker nahi dekha"
Y Popey.che.tame Y
Khabar ki mithi uthalegaya koi, Isi bahane hume choker gaya koi, Tanhayi aur andhere se khush the hum, Phir intezaar ki wajah degayakoi"
Y Popey.che.tame Y
Jin aankhon mein tera pyar dekha hai , Unhe aaj tere liye baraste dekha hai, Kabhi tere saath hur pal guzara tha, Aaj khudko tere liye taraste dekha hai"
Y Popey.che.tame Y
Falak ko zid bijli girane ki, Hume bhi zid wahan aashiyan banane ki, Agar aapko zid hai hume bhulane ki, Toh hume bhi zid hai aapko apni yaad dilane ki
Y Popey.che.tame Y
Har bar dil se ye paigaam aaye, Jubaan kholu to tera he naam aaye, Tum he kyon bhaaye dil ko kya maalum, Jab nazro ke saamne haseen tamaam aaye."
Y Popey.che.tame Y
Dil ko aadat see ho gayi hai chhot khaane ki, Bheege palko k sang muskurane ki, Kaash anjaam hum pehle he jaan lete, To koshish b na karte tumse dil lagane ki."
Y Popey.che.tame Y
Meri tanhaiyan karti hai jinhe yaad sada, unko b meri jarurat ho jaruri to nahi, Muskuraane se b hota hai byaan Gum-E-Dil, mujhko Rone ki bhi Aadat ho Jaruri to Nahi!"
Y Popey.che.tame Y
Unko b humse waise hi mohabbat ho Jaruri to nahi, Ek see dono ki haalat ho Jaruri to nahi, Dil ki chahat to kai Khwaab jaga deti hai, Haan magar saath me kismat b ho jaruri to Nahi.
Y Popey.che.tame Y
Kaun Kisko dil mein jagah deta hai, ped bhi sukhe patte gira deta hai, waakif hain hum duniya k riwajon se, dil bhar jaaye to har koi bhula deta hai
Y Popey.che.tame Y
Kisi ko pyaar karna nahi aata, kisi ko pyaar ke siwa kuch nahi aata, bas yahi do raaste hai zindagi ke, Ek unhe nahi aata, Ek hame nahi aata
Y Popey.che.tame Y
mohabbat aur maut dono hi bin bulaye mehman hai, kab aa jaye koi nahi janata, lekin dono ka ek hi kam hai; ek 'dil" le jati hai to dusri 'dhadkan'
Y Popey.che.tame Y
socha na kabhi ke aisa bhi hoga, Naino ki yaad me dil rota bhi hoga, SURAT se to hum bhi dhoka kha gaye unki, jaan na paye kabhi ke pichey raaz itna gahera hoga
Y Popey.che.tame Y
Apni kismat ke aage bebas hai Insaan, bebas hai khuwab haqeeqat ke aage, Koi ruki hui Dhadkan se puche , kitna tadapta hai Dil Mohabbat ke aage
Y Popey.che.tame Y
Har Manzil ko TALAASH nahi milta, Nadi ki har lehar ko Sahil nahi milta... Dimag walo ki duniya mai Dost... Kisise Dil Nahi Milta to koi DILSE nahi milta...