Y Popey.che.tame Y
Zindagi Hai Naadan Isliye Chup Hoon,
Dard Hi Dard Hai Subah Sham Isliye Chup Hoon,
Keh To Doo Zamane Se Daastan Apni,
Par Usme Aayega Kisi Ka Naam Isliye Chup Hoon
Y Popey.che.tame Y
jab gali mai uska ghar aaye,
shayad wo jhak le khidki se
aur mera dil dhadak jaye....
Y Popey.che.tame Y
Lutf agar barsaat ka chaho
to iin aankhon mein aa betho
woh baras mein barasti hain
yeh barso se barasti hain
Y Popey.che.tame Y
Phool sukh jate hai 1 waqt k baad,
Log badal jate hai 1 waqt k baad,
Apni saath B tutega 1 waqt k baad,
Lekin woh waqt ayega meri maut k baad
Y Popey.che.tame Y
Na thi JISKO mere pyaar ki kadar...
Itefaq se USSI ko chah rahe they hum...
Usi diye ne jalaya mere hathon ko,
Jisko hawa se bacha rahe they hum.
Y Popey.che.tame Y
Tadaptaa hai jo bina aapke,
use gair ka saath nahin chahiye,
nashe mein hoon main sharaab ke
yeh khaali gilaas nahin chahiye.
Y Popey.che.tame Y
Waqt aur khushi tere Gulam Honge,
Har Pal aur Pehlu Tere Hi naam Honge,
Jara Mud Kar Dekhna Mere Dost,
Tere Har Kadam ke neeche mere hatho ke nishan Honge...
Y Popey.che.tame Y
Har pal unkay bare mein sochte hain,
Kabhi khud ko kabhi khuda ko koste hain,
Jab unka bhi dil chahta hai humse milna,
Phir kyun vo apne kadmon ko rokte hain..?
Y Popey.che.tame Y
Raat ka andera,suba ki rosni me badl gaya .
Tere khawabo ka pehra tere khayalo me badal gaya .
Ab to yad kar le
ki tuj bin ek pal sadiyo me badl gaya
Y Popey.che.tame Y
pyar karo; pyar ki koi hadh nahi hoti;
do dilo k bich koi sarhadh nahi hoti;
dilbar ko to sabhi chahate hai;
Bewafaa sanam ko chahne ki kismat sabhi ki nahi hoti;
Y Popey.che.tame Y
tanha rahna sikh liya humne;
par khush kabhi nahi rah payenge;
teri duri sah payenge;
par teri dosti k bina ji nahi payenge
Y Popey.che.tame Y
aati hai yaad teri,
rota hai dil mera
girte hai aansu mere,
banta hai naam tera
Y Popey.che.tame Y
teri nafrat ki inteha dekhna chahta hu
ek tera dil jeetna ke liye is zindagi se haarna chahta hu
dooba hu apne aansuo ke samandar me
fir bhi shayad wo tera pyaar hi hai jisse apni pyaas bujhana chahta hu
Y Popey.che.tame Y
Mohabbat ki daastan sunaane aaye hai,
Tabaah karne k baad vo pyar jataane aaye hai,
aansu poch liye the hamne kab k,
magar vo fir se hameh rulane aaye hai...
Y Popey.che.tame Y
Zakhm saare bhar gaye
bas nishaan baki reh gaya
saja to kab ki poori ho gayi ..
karna Gunah baki reh gaya
Y Popey.che.tame Y
Khawb dekhe bhi nahi aur tut gaye,
Wo hamse mile bhi nahi aur ruth gaye,
Hum gate rahe aur duniya soti rahi,
Ek barish hi thi jo sath roti rahi"
Y Popey.che.tame Y
roz kisi ka intezaar hota hai,
roz ye dil bekraar hota hai,
kaise samjhayein in duniya walon ko ,
ki chup rehne walon ko bhi pyaar hota hai
Y Popey.che.tame Y
tumhe bhulane ki koshish to karenge,
gar bhula na sake to humari khata nahi,
par tumhe itna to bata dein ki....
tumhari yaad humara naseeb hai, saza nahi
Y Popey.che.tame Y
tere siva hum sochein bhi kaise,
Aur kuch bhi man ko bhata hi nahi,
hazaron log mere paas hai lekin,
koi aur naam yaad aata hi nahi.
Y Popey.che.tame Y
Yeh Mera Dil Is Dil Ki Halat Kaise BataunTumhe,
Yeh Dil Ab Dil Na Raha,
Dil Ki Awaz Kaise Sunaun Tumhe,
Kisi Ke Mohabat Main Thukraya Gaya Hai Ye,
Ye Dil Mein Jo Dard Hai Kaise Dikhaoon Tumhe.
Y Popey.che.tame Y
Lamhe judai ke bekarar karte hai,
Halat mere mujhe lachar karte hai,
Nazro ko padhlo kabhi,
khud hi pata chal jayega,
Kitna pyar aapse karte hai .......
Y Popey.che.tame Y
apni hi shankh se tuta hua ghayal sa ek patta hoon,
kaantonse dil aabad hai phir bhi hasata hua guldasta hu.
kya hua jo unka saath nahi
unki kasam ke khatir jinda hu.
U to khudse se tuta rishta kab ka
ab to jindagi se bhi sharminda hu
Y Popey.che.tame Y
Dil main har raaz daba kar rakhte hain,
hontoon per muskurahat saja kar rakhte hain,
yeh duniya sirf khushi mein saath deete hai,
iss liye hum apne aansoon ko chupa kar rakhte hain..
Y Popey.che.tame Y
Jo tumne diya usse hum yaad karenge,
Har pal tere milne ki fariyad karenge,
Chale aana jab kabhi khayal aaye mera,
Hum roz sans se pahle tujhe yaad karenge
Y Popey.che.tame Y
Kal fursat na mili to kya hoga,
itni mohlat na mili to kya hoga,
roz kehte ho kal baat karenge.... Kal baat karenge
agar kal humari aankhen na khuli to kya hoga
Y Popey.che.tame Y
pyase ko ek katra pani kafi hai,
ishq me char pal ki zindagi kafi hai...
dubne ko samandar me jaye kaha,
unki palko se tapka ek boond kafi hai...
Y Popey.che.tame Y
kab rosni kam hui ye pata na chla
kab khusi gam hui ye pata na chla,
hum to teri julfoon ke saye mein bathe rahe,
kab subhe se sam hui ye pata na chla.
Y Popey.che.tame Y
kahin koi aisa mila jis par dil luta dete,
har 1 ne dhokha diya kiskis ko bhula dete,
apne dil ka dard dil me hi dabaye firte hain,
karte byan to mehfil ko rula dete .
Y Popey.che.tame Y
tujh par mar mit jaane ka khawab hai
tere hothon ki hassi banane ka khwab hai,
tere agaosh mein simat jane ka khawab hai,
tu lakh bachale daman ishq ke hatho,
asma bankar tujh par cha jane ka khawab hai.
ajmaish u to achi nahin hoti ishq ki,
tu chahe to teri taqdeer banane ka khawab hai,
woh maut bhi laut jaye tere darwaje pe aake ,
tujh ko aisi jindagi dene ka khawab hai,
ji bhi lenge agar jina pada tere bina,l
ekin tujh par mar mit jaane ka khawab hai.
Y Popey.che.tame Y
apne hisse ki jindagi to ji chuke hum
ab to aakhiri dhadkanon ka lihaj karte hein
kya kahein in duniya waalon ko
jo aakhiri saanson par bhi aetraaj karte hein....
Y Popey.che.tame Y
Naa jaane us par itna yakeen kyun hai ..
Uska khayal bhi itna haseen kyun hai...
Suna hai pyar ka dard meetha hota hai ....
Par aankh se nikla hua aansoo namkeen kyun hai .....
Y Popey.che.tame Y
khuda ne kaha pyar na kar,
pyar mein tu deewaana ho jayega.
Maine kaha, aye khuda kabhi zameen pe aake mere pyar se mil,
tu bhi uska deewana ho jaayega
Y Popey.che.tame Y
teri aashiqi main hum khud ko bhul gaye hain,
jane kab se tanha hi jee rahe hain,
ab to yaad nahin kab barsa tha sawan,
apne askon main hi barish ko dhoond rahe hain..
Y Popey.che.tame Y
Kabhi dil to kabhi shama jala ke roye,
Uski yaadon ko dil se laga ke roye...
Raat ke aghosh me jab so gayi duniya saari,
Ae bewafa, chand ko teri tasvir bana ke roye..
Y Popey.che.tame Y
Yeh kaisi aas aakhon mein de gaye.
na hosh hai na koi khabar.
in labo ko kaisa ahaas degaye.
kareeb aake jaane ki na di khabar.
chu ke mere man ko kaha kho gaye.
aajao kareeb phir chod ke na jana.
aa ke mujhme bas sama jao na
tumhari ankhen tumhari baaten
pal pal gudgudati hai
yeh adhuri hasi de ke kaha gum gaye
ho tum bas meri sooch mein aab
aajaao na paas mere itna ki
duniya is mohabbat ko duhai de
tumse door rahena ho
apna lo mujhe hamesha ke liye.