Wednesday, February 29, 2012

Fir yu hua ki unki zaroorat badal gayi..





Badla jo waqt to gehri mohabbat badal gayi
Suraj dhala to saaye ki surat badal gayi,
Ek umar tak hum unki zarurat bane rahe,
Fir yu hua ki unki zaroorat badal gayi..

..........

Rafta Rafta Bujh Gaya Chiragh-E-Aarzoo CHAHAT
Pehly Dil Phir Duniya Ab Zindagi Khamosh Hone Lagi Hai.......!!!

.............

 kal bhi to kuchh aisa hi hua tha 
neend mein tha, tumne jab chhua tha 
girte-girte baahon mein bacha main 
sapne pe paaon pad gaya tha

...........

Parindoon ki Fitrat Sey Aye They Wo Is Dil Mein,
Zara Se Pankh Nikle To Ye Aashiyana Chor Diya.!

............

Kitna kuchh jaanta hoga wo shaks mere baare mein......
Mere muskurane par jisne puchh liya tum udas kyon ho...!

.............


Mery jism sey us ki khushbu aaj bhi aati hai …
main ney fursat main kbhi dil se galey lagaya tha usy…!!!

Uske Chale Jaane Ke Baad;
Hum Mohabbat Nahi Karte Kisi Se;
Ek Choti Si Zindagi Hai;
Kis-Kis Ko Aazmate Rahenge!


Tuesday, January 03, 2012

mujhe to yeh mohabbat kisi faqir ki baddua lagti hai











Khuli aankhon se sari umar dekha
Ek aisa khowab jo apna nahin tha
aaj tak woh shahks dil mein haiiiii
Ke jo us waqt bhi mera nahin tha
………………..
Kaisa Waqt Hai...
Usay Fursat Nahe Mujhe Yaad Karne Ki . . .
Kabhi Woh Shaks Meri He Sanson
Se Jia Krta Tha
………………….
Kab ki pathar ho chuki hein ye meri aankhein magar,
Chhooke jab dekha to haath geele ho gaye…!

………………..

is kadar tanha ho gaye hai hum ..dosto
Ki DARD bhi ab humse milne nahi aata……

…………..

jise bhi dekha use rota hua hi paya…….
mujhe to yeh mohabbat kisi faqir ki baddua lagti hai

…………

Wo jise neend kaha kerte hain sb chAin ki neend
Wo tere baad kabhi Aankh me utri hi nahi….

…….

Hum ne Socha Tha k BatayenGe Sab Dukh Dard Usko..
Usne to Itna Bhi Na Pucha K Udaas Kyun Ho…

………………..




TU BHI AAiney ki tarah BEFWA nikla ,,,,
jo samne aaya Usi ka HO gya…..

……………….

Log patthar ke Buto ke pooj ke masoum hai 
Hamne ek insaan ko chaha or gungegar ho gaye..!


……………….

yun to her sham umeedo me guzer jati hai
aaj kuch baat hai jo shaam pe rona aya

.............

Hamari Pyaas ka Andaaz bhi alag hai …
 Kabhi Daryaaon ko thukratay hain to kabhi Aansu tak pee jaty hain.

...................