Tuesday, September 13, 2011

Shayed khushi ka daur bhi aa jaye ek din







Shayed khushi ka daur bhi aa jaye ek din ,
Gham bhi to mill gaye thay tamanna kiyay baghair..!

.............

Mere jazbat se waqif hai mera qalm ...
Main pyar likhon to tera naam likha jata hai..

...............

Asaan nahin aabad karna ghar mohabat ka,
ye unka kaam hai jo zindagi barbad karty hain ...

................

Qadam ruk se gaye hein phool bikty dekh kar ….!
Main aksar us sey kehta tha MUHABAT phool hoti hai……!!!

Meri Chahat Ko Mere Halaat K Tarazu Main Kabhi Mat Tolna ....
 Maine Wo Zakham Bhi Khaye Hain Jo Meri Qismat Main Nahi The..

..................

Kuch Zakhm Sadiyoun Baad Bhi Taaza Rehte Hai
Waqt Ke Paas Bhi Har Marz Ki Dawa Nahi Hoti..

...................

Teri Dosti ne diya “SAKOON” itna,
Ke tere baad koi “ACHA” na lagey,
Tujhe karni hai “BEWAFAI”  to is ada se kar,
Ke tere baad koi “BEWAFA” na lagey.

.............

Muskurane ki aadat bhi kitni mehngi pari humko.
Chhor gaya woh yeh sochkar, ke hum judaai mein bhi khush hai

............

Ye Acha hy K Hum Ache Nahe
Kisi ko dukh to nahe hota humse bicharne k baad....!!!

........

Uski Mohabbat Nei Itna Mazboot Kiya Mujhe
FaQat Uski Judai K Siwa Koi Mujhe Tod Na Saka.

...............

Barso Kii Chahat Ko Ek Pal Mein Badalte Dekha Humne
Toot kar Chahne Waalo Ko Baat Se Mukarte Dekha Humne
Naaz Karte The Jo Apni Wafaon Per
Unhi Ko Bewafai Karte Dekha Humne
Kaise Saja Le Sapna Apni Udas Aankhon Mein
Har Khuwab Ko Toot kar Bhikarte Dekha Humne
Karte The Jo Waade Hamesha Saath Chalne Kii
Phir Unhi Ko Raasta Badalte Dekha Humne…


.........................


Meri nighahon ki Talash bas itni hai .
K aakhri saans se pehly us ka deedar ho jaey.

.................

Faryaad kr rahi hein tarasti hui nigahein.
Dekhe huwe kisi ko bohat din guzar gaye.

................

unhen malom nhe mery aansu mujhy tanha honay nhe dety
Kitnay gharor main hain wo mujhy tanha chor k

..................

Aasman bhi ro para us waqat mere haal par
jis waqt mery naseeb me usey likh mita diya.

.....................

uskE pyaaR ka NashA itnA thA 
K logoN Ny MerA NaaM SharaBi RakH diyA

..................





Ankhain khuli to jag uthi hasratain …
usko bhi kho diya jisey paya tha khwab main…..

.................




“Kisi” ki yaad ne Zakhamon se bhar dia seena
Hr aik saans pr shak hai k Aakhari hogi !!!


……………….


Mere Hathon Se Uss Ka Hath
Faqat Isliye Choota”,
”Wo anmol Itni Thi K Main Uss Ki Keemat Na De Saka”,

...............

“Dil ki choton nay kabhi chain say rehnay na diya,
Jab chali sard hawa mainay tujhay yaad kiya,
Iska rona nahin kyon tumnay kiya dil barbaad,
Iska gham hai ki bahut dher may barbaad kiya”

...............

Kitni AJEEB
Judai Thi K Tujhe ALWIDA Bhi Na
Keh Saka,

Teri SADGI Me Itna FAREB Tha
K Tujhe
BEWAFA Bhi Na Keh Saka..!

.................



Aur bhi ker deta hai dard main izaafa

tere hote huwe ghairon ka dilassa dena..


.............


Samajh Nahi Aati Wafa Karein to Kis Se Karein, 
Matti Se Bane Ye Log, Kagaz Ke Tukdo Pe Bik Jatein Hein.

................

Kabhi Laga Wo Hume Sata Rahe Hain,
Kabhi Laga ke Wo karib Aa Rahe Hain,
Kuch Log Hote Hai Ansuo ki Tarh Hi,
Pata Hi Nahi Lagta Saath De Rahe hain
Ya Chhor ke ja Rahe Hain..

.................

Awaaz mein tahrao tha, aankhon mein nami.
Aur kah rahi thi main ne sb kuch bhula diya hai.....

.................



Bohat juda hai auron se mery dard ki kafiyat.......
zakham ka koi nishaaan nahi or takleef ki koi intehaaaaa nahi........

...................


kya koi subh nhi apne muqaddar me
raat dhalti hai to phir raat nikal aati hai..........



..................