Tuesday, September 13, 2011

Shayed khushi ka daur bhi aa jaye ek din







Shayed khushi ka daur bhi aa jaye ek din ,
Gham bhi to mill gaye thay tamanna kiyay baghair..!

.............

Mere jazbat se waqif hai mera qalm ...
Main pyar likhon to tera naam likha jata hai..

...............

Asaan nahin aabad karna ghar mohabat ka,
ye unka kaam hai jo zindagi barbad karty hain ...

................

Qadam ruk se gaye hein phool bikty dekh kar ….!
Main aksar us sey kehta tha MUHABAT phool hoti hai……!!!

Meri Chahat Ko Mere Halaat K Tarazu Main Kabhi Mat Tolna ....
 Maine Wo Zakham Bhi Khaye Hain Jo Meri Qismat Main Nahi The..

..................

Kuch Zakhm Sadiyoun Baad Bhi Taaza Rehte Hai
Waqt Ke Paas Bhi Har Marz Ki Dawa Nahi Hoti..

...................

Teri Dosti ne diya “SAKOON” itna,
Ke tere baad koi “ACHA” na lagey,
Tujhe karni hai “BEWAFAI”  to is ada se kar,
Ke tere baad koi “BEWAFA” na lagey.

.............

Muskurane ki aadat bhi kitni mehngi pari humko.
Chhor gaya woh yeh sochkar, ke hum judaai mein bhi khush hai

............

Ye Acha hy K Hum Ache Nahe
Kisi ko dukh to nahe hota humse bicharne k baad....!!!

........

Uski Mohabbat Nei Itna Mazboot Kiya Mujhe
FaQat Uski Judai K Siwa Koi Mujhe Tod Na Saka.

...............

Barso Kii Chahat Ko Ek Pal Mein Badalte Dekha Humne
Toot kar Chahne Waalo Ko Baat Se Mukarte Dekha Humne
Naaz Karte The Jo Apni Wafaon Per
Unhi Ko Bewafai Karte Dekha Humne
Kaise Saja Le Sapna Apni Udas Aankhon Mein
Har Khuwab Ko Toot kar Bhikarte Dekha Humne
Karte The Jo Waade Hamesha Saath Chalne Kii
Phir Unhi Ko Raasta Badalte Dekha Humne…


.........................


Meri nighahon ki Talash bas itni hai .
K aakhri saans se pehly us ka deedar ho jaey.

.................

Faryaad kr rahi hein tarasti hui nigahein.
Dekhe huwe kisi ko bohat din guzar gaye.

................

unhen malom nhe mery aansu mujhy tanha honay nhe dety
Kitnay gharor main hain wo mujhy tanha chor k

..................

Aasman bhi ro para us waqat mere haal par
jis waqt mery naseeb me usey likh mita diya.

.....................

uskE pyaaR ka NashA itnA thA 
K logoN Ny MerA NaaM SharaBi RakH diyA

..................





Ankhain khuli to jag uthi hasratain …
usko bhi kho diya jisey paya tha khwab main…..

.................




“Kisi” ki yaad ne Zakhamon se bhar dia seena
Hr aik saans pr shak hai k Aakhari hogi !!!


……………….


Mere Hathon Se Uss Ka Hath
Faqat Isliye Choota”,
”Wo anmol Itni Thi K Main Uss Ki Keemat Na De Saka”,

...............

“Dil ki choton nay kabhi chain say rehnay na diya,
Jab chali sard hawa mainay tujhay yaad kiya,
Iska rona nahin kyon tumnay kiya dil barbaad,
Iska gham hai ki bahut dher may barbaad kiya”

...............

Kitni AJEEB
Judai Thi K Tujhe ALWIDA Bhi Na
Keh Saka,

Teri SADGI Me Itna FAREB Tha
K Tujhe
BEWAFA Bhi Na Keh Saka..!

.................



Aur bhi ker deta hai dard main izaafa

tere hote huwe ghairon ka dilassa dena..


.............


Samajh Nahi Aati Wafa Karein to Kis Se Karein, 
Matti Se Bane Ye Log, Kagaz Ke Tukdo Pe Bik Jatein Hein.

................

Kabhi Laga Wo Hume Sata Rahe Hain,
Kabhi Laga ke Wo karib Aa Rahe Hain,
Kuch Log Hote Hai Ansuo ki Tarh Hi,
Pata Hi Nahi Lagta Saath De Rahe hain
Ya Chhor ke ja Rahe Hain..

.................

Awaaz mein tahrao tha, aankhon mein nami.
Aur kah rahi thi main ne sb kuch bhula diya hai.....

.................



Bohat juda hai auron se mery dard ki kafiyat.......
zakham ka koi nishaaan nahi or takleef ki koi intehaaaaa nahi........

...................


kya koi subh nhi apne muqaddar me
raat dhalti hai to phir raat nikal aati hai..........



..................

Sunday, August 21, 2011

usne thukraya hai mujhe itna kareeb aane ke bad..










..............

saans bhi loon to uski mehek aati hai….
usne thukraya hai mujhe itna kareeb aane k bad..

......................

Muje Nafrat Hai Har Uss Pathar, Uss Thokar Se…..
Jo Muje Mere Zinda Hone Ka Ehssas Dilate Hai………….

..............

Ansoo Hansi Hansi Mein Nikal Aaye kyon ??
Bethe Bethe Ye Kaunse Ghum Yaad Agaye…

................

Fir Ek Cigarate Jala Rha Hu,Fir Ek Teeli Bujha Rha Hu,Teri Nazar Me Ye Ek Gunah H,
Main To Tere Waade Bhula Rha Hu,
Samajhna Mat Isko Meri Aadat,
Main To Bus Dhua Udaa Rha Hu,
Ye Teri Yaado K Silsile H,Main Teri Yaade Jala Rha Hu,
Main Peekar Itna Behak Chuka Hu,
K Gam Ke Kisse Suna Rha Hu,
Agr Tmhe B Gm H To Pas Aao,
Mai Pi Rha Hu Or Pila Rha Hu,
H Meri Ankhe To Aaj Num,Mgr Mai Sbko Hsa Rha Hu,Khokr Zindgi Me,
Apne Be-Intha Pyar Ko Bhula Rha hu.....

..................

Wo Ajnabi The To Roz Mila Karte The....
Usay Apna Kaha To Milna Hi Chor Gaya.

......................

Dukhon ne mera daman kuch is tarah tham liya hai.....
Jaise unka bhi koi nahi raha mere siwa !

.......................

Khuda ne hamare hath aisi lakeer likh di,
unhe mil na payenge aisi taqdeer likh di,
dur bht chale gaye hai wo hamare saye se,
ab unhe bhul na payenge kbi hamare zehan me aisi tasveer likh di,
jise chahte hai jaan se b jayada ,
khuda ne gairon k naam hamari wo jageer likh di..

.....................

Ye "BARSAT" aaj mujse kuch keh gayi,
Aaj fir meri bahon me uski kami reh gayi,
ek pal k liye use chua maine,
Aur aaj fir uski yaad barish mein beh gayi.

................

Dard ne palko pe sajaya hai mujhe,
Zindagi kya hai ehsas karaya mujhe,
Jab bhi mere dil mein hasne ki tamanna jagi,
Meri taqdeer ne jee bhar ke rulaya hai mujhe.
……………

Bade daawe karte the woh umar bhar saath nibhane ke ……
Abhi to zinda hain to bhula diay, mar jaate to jaane kya karte...

……………..


Kaash....tera naam main "Mausam" rakhta
toh tujhe badalte dekh mujhe taklif na hoti ....

……………..

Naseeb meiñ jiske jo likha hai,
wahi sab ke hisse meiñ aaya.
Kisi ke hisse meiñ pyaas aayi,
toh kisi ke hisse meiñ jaam aaya………

..................

Kuch kami apni wafa mein he thi,
ab tumse kya kehte ki tumne kya kiya....

..................

Haath zakhmi hue to kuch apni hi khata thi ...
Lakeeron ko mitana chaha kisi ko pane k liye.

..............

Ek ye khwaish ki koi zakhm na dekh le dil ka,
ek ye hasrat ke kash koi dekhne wala hota..

................

Jhalakti Hai Tasveerr Teri Barish Ki Bondon Main ......
Aaj Phir Bheeg Betha Tujhe Paney ki Chahat Main . .

............

Barsoun Bad Bhe Us Ki Aadat Na Badli Zi'd Ki
Kash Main Doost Nahain Us Ki Aadat Hota!....

................

mohbbat ki haqiqat se to hum khoob wakif the..
ae dosto..!!
bas yun hi zara sa shauk hua tha
Zindagi barbaad karne ka..



...........


Tum Bhi Kar Ke Dekh Lo "MoHaBBaT" Kisi Se
"...............Ae -------Zindagi.................."
Jan Lo Ge K Hum "MUSKURANA" kyon Bhool Gaye.

.......................

Khamoshi se bikharna aa gya hai,
Hume ab khud ujadna aa gya hai,
Kisi ko bewafa kehte nhi hai hum,
Hume b ab badalna aa gya hai

...........................

Na jaane kisko pasand Aa Gayi Mere Aankho Ki Nami
Mein hansna bhi Chahun Toh "Palke Bheeg Jaati hai........

.........................

Kyu rote ho is bewfa duniya me...
Aanshuo se taqdir badlti to aaj mera bhi ko apna hota....

....................

hum toh yun apni zindagi se mile....
ajnabi koi ajnabi se mile....!!!

.....................



In ansuon se aqeedat yunhi to nahi mujhko....!
Yehi saath nibhatay hain jb koi nahi hota........

..............

meri tabahiyon me tera haat hai,
magar mai sab se kehata hun ki yeh to muqader ki baat hai..

.........

Kabhi Toota Nahi Mere DiL Se Teri Yaad Ka Rishta,
Guftugoo Jiss Se Bhi Ho Khayal Tera Hi Rehta Hai..

............

Mat De Humen Khush Rehne ki Dua
Hum Khushiyan Rakhte Nahi, Baant Diya Karte Hain!

.............

YeH bEwAfA zInDaGi bHi TuMhArE nAaM kArTy HaIn
SuNa hAi KhOob BaNtI hAi BeWaFa kI bEwAfA k SaAtH

Wednesday, August 10, 2011

Ab Waqt Guzarnay Main Bhi Bohat Waqt Lagta












Y Popey.che.tame Y


Too Thi Tou Waqt Kaheen Teherta Nahi Tha,
Ab Waqt Guzarnay Main Bhi Bohat Waqt Lagta hai

Y Popey.che.tame Y

Kitni Ajeeb Thi Dastan-E-Mohabbat DOST...
Ki Ek Aankh Samandar ...Aur Duuji Pyaasi Thi.

Y Popey.che.tame Y

mukaddar mein khuda ne itna kuch khone ke liye likh diya..
ab aankhon mein kuch paane ki khwaish bachi hi nahi

Y Popey.che.tame Y

Likhna to tha k khush hoon tere baghair bhi,.....
Aansoo magar qalam se pehle hi gir gaya..

Y Popey.che.tame Y

tujhe ab shayad mujh se koi waasta nahi raha,
magar tere hisse ka waqt aaj bi mein tanha guzarta hun

Y Popey.che.tame Y

humne mohabbat ko dekha hai kuch iss makam tak
ki aab tho nafarat sii ho gayi hai mohabbat ki naam see

Y Popey.che.tame Y

Bari tabdeeliyan laye hain apny ap main lakin.....
tere yaad main udass hone ki aadat ab bhi baki hai.....

Y Popey.che.tame Y

Mohabaat bhi ajeeb cheez banai hai tune e khuda
teri hi maszid me, tere hi bande, rote hai kisi or ke liye

Y Popey.che.tame Y


Na Dil Ko dekha na dil Ka Paigham Suna
Mujhko bas Awara Samjha Jisne Mera naam Suna...

Y Popey.che.tame Y

Tum yaad aaye bhulane k baad.
Dil k zakhm ubhar aaye chupane k baad.
Gham me hasna sikhaya tha jisne.
Wohi rulagaya muskurane k baad.

Y Popey.che.tame Y

Kal raat jane kya hua kuch der pehle neend se
Kuch aks milne agaye
Kuch khwaab bhi toote hue
Kuch log bhi bhoole hue
Kuch rasta bhatki hui
Kuch gird men lipti hui
Simti hui be-rabt si sochen kayi
Ek shakhs ki yaaden kayi
Phir der tak jaaga raha
Sochon men gum betha raha
Ungli se thande farsh par
Ik naam bas likhta raha
Kal raat bhi wo raat thi
Kuch der pehle neend se
Men der tak rota raha

Y Popey.che.tame Y

dil ka dard chhupana kitna mushkil hai,
Tut kar muskurana kitna mushkil hai,
Dur tak jab chalo tum kisi ke saath,
To akele laut kar aana kitna mushkil hai.

Y Popey.che.tame Y

Meri zindagi mein fakaqt dO hi kaam,Na MUMKIN rahe,
Usey paa lene ki tamanna Ya usey bhoOl jaane ki khuwasih !

Y Popey.che.tame Y

Is Qadar Keemti To Na Tha Mera Chain-o-Su koon,
Loot Ker Lay Gaya Wo Kisi Anmol Khazaney Ki Tarah

Y Popey.che.tame Y

Mohabbat kar ke dekhi to, mohabbat ko pehchana hai
Wafa bus naam ki hai, be-wafaai ka fasana hai

Y Popey.che.tame Y

"Aye zindagi kash tu hi ruth jati mujhse,
Ye ruthe hue log mujhse manaye nahin jate"

Y Popey.che.tame Y

Meri maut par kisi ko itna afsos nahi hoga
Bus ek Tanhai royegi ki mera hamsafar chala gaya...

Y Popey.che.tame Y

Mat Kar Pyar Roshni Se, Ye Pal Bhar Ki Mehmaan hai
Dil Lga Is Andhere Se Jo Qabr Tak Meherban hai...

Y Popey.che.tame Y

Wo Ajnabi The To Roz Mila Karte The ,
Usay Apna Kaha To Milna Hi Chor Gaya..

Y Popey.che.tame Y

Kami Nahi Hoti Kisi K Door Jane Se
Gam Zaroor Hota H Kisi K Bhool Jane Se
Jise Judai K Ehsas Tak Nai
Jane Q Ansu Aa jate He Uski Yaad Ane Se :-(.

Y Popey.che.tame Y